خطبہ جمعہ/ آئین و دستور اور اداروں کی تشکیل میں دینی فکر کی .../ مفتی عبد الخالق آزاد رائے پوری

تفصیل

28 April 2023 | 7 Shawaal al-Mukarram 1444

Aaeen o Dastoor aur Idaroon ki Tashkeel

Khutbah-e-Jumuah al-Mubarak:

Hazrat Mufti Abdul Khaliq Azad Raipuri

Masnad Nasheen Khanqah Aaliya Rahimia Raipur
Director General of Rahimia Institute of Quranic Sciences Lahore.


Khutbe ki Rehnuma Ayaat-e-Qurani:

1۔ الٓمّٓۚ ذٰلِكَ الْكِتٰبُ لَا رَیْبَۖ فِیْهِۚ هُدًى لِّلْمُتَّقِیْنَۙ۔ (2 – البقرۃ: 1-2)
ترجمہ: ”الۤمّ ۔ اس کتاب میں کچھ شک نہیں، راہ بتلاتی ہے ڈرنے والوں کو“۔

2۔ ثُمَّ جَعَلْنٰكَ عَلٰى شَرِیْعَةٍ مِّنَ الْاَمْرِ فَاتَّبِعْهَا وَ لَا تَتَّبِعْ اَهْوَآءَ الَّذِیْنَ لَا یَعْلَمُوْنَ۔ (45 – الجاثیہ: 18)
ترجمہ: ”پھر تجھ کو رکھا ہم نے ایک راستہ پر دین کے کام کے، سو تُو اسی پر چل اور مت چل خواہشوں پر نادانوں کی۔

Khutbe ke Chand Markazi Nukat:

0:00 Aaghaz Khutba

1:31 Qur'an ki Tadabbur se Ghaflat ke Sabab Ghazab-e-Ilahi

7:26 Yahoodion par Ghazab-e-Ilahi, Maulana Sindhi ki Tashreeh ke Tanazur mein

17:15 Qur'an-e-Hakeem Sabiqa Anbiya (AS) par Nazil Hone Wali Dasturi Tadabirat ki Wusat aur Jama'iyat par Mushtamil Malakuti Dastur

28:40 Hazoor ﷺ ko Shariat aur Dastur ke Ittiba ka Hukm-e-Ilahi

30:23 Qaroon ka Naqis Ilm aur Aain Shikni

32:11 Tamam Shara'iyon ke Ahkamat, Insaniyat ke Majmui Mutalay ka Natija hain

36:39 Dastur o Kitab ki Pabandi se Mawra'a Mashroo'on ki Halat

38:31 - Aain o Qanoon ki Pabandi aur Adalati Nizam ke Hawale se Hazrat Umar Farooq (RA) aur Hazrat Ali (RA) ki Seerat se Misalen

44:08 Nazam-e-Adalat ki Zimma-dari hai ke woh Insaniyat ke Aain aur Dastur-e-Amal ki Hifazat aur Nigrani kare

44:27 Khwahishat o Mafadat ki Wajah se Dastur Shikan Ahle Kitab (Yahood o Nasara) Azab ke Mustahiq bhi baghair kisi Inhiraf o Tahreef ke Dastur o Shariat ko Tasleem karna, har ek ke liye Lazmi hai

47:06 Pesh-Amadah Masail ke Hal ke liye Khulafa-e-Rashideen, Fuqaha o Muhaddiseen aur Adil Hakimanon ki Kawishain

48:40 Adliya; Aain ki Rooh ko Barqarar Rakhne ke liye Azad Idaray ki Hesiyat Rakhti hai

49:26 Parliament; Aain ke Tahat Qanoon Sazi mein Azad, lekin Adliya ki Tashreeh ki Pabandi Tasawwur hoti hai

52:08 Aaj ka Almiya Media mein Adliya, Maqanna o Intizamiya ke Khud Sakhta Mahireen ki Bharmar

53:35 Marwaja Alami Dastoor, Deeni Fikr ke Inkar par Istewar Hue

1:00:30 Islam ka Malakuti Khawasiat ka Hamil Aain aur Musalmanon ki Naahili

1:05:11 Aain is liye Balatar Tasawwur Hota hai ke uske Qawaid o Zabtay Insani Tajurbaat ka Nichor hote hain

01:06:15 Pakistan mein Aain Sazi ka Amal aur uska Nafaz

01:08:29 Bunyadi Aaini Dhanche se Inhiraf ke Baghair Qanoon Saz Markazi Idara Aaini Tarmeem ka Mujaz Hota hai

1:09:44 Nafiz-ul-Amal Aain (Chahe Naqis o Mahdood hi ho) ki Tashreeh ki Mujaz Adliya Tasawwur hoti

پلے لسٹس
خطباتِ
وقت اندراج
اپریل 30, 2023