خطبہ جمعہ/ قرآنی اصطلاح ”مصر“ اور انبیائے کرام علیہم السلام کی.../ مفتی عبدالخالق آزاد رائے پوری

تفصیل

03 Feb 2023 / 10 Shaban 1444

Qurani istilah "misar" aur Anbiya e kiram ki jad-o-jehad ke tanazur mein insani ijtimah ke tamaduni huqood aur shehri zima dariyan

Hazrat Mufti Abdul Khaliq Azad Raipuri

Masnad Nasheen Khanqah Aaliya Rahimia Raipur
Director General of Rahimia Institute of Quranic Sciences Lahore.

0:57 Quran e hakeem ka nazria e ijtimaiyat aur masharti taraqqi ka lazawaal programme
5:47 Guzashta doo khutbat e jumma par tayiranh nazar
7:02 ''مصریت'' ka mana o mafhuum aur atlaqi taqazay
9:44 Quran e hakeem mein ’’المدینہ‘‘، ’’القریہ‘‘ اور ’’مصر‘‘ ka zikar
10:15 hanafi nazriye par pehli amli hukoomat misar mein qaim hui
13:14 Nazriye ka irtiqai safar Iimam Ubaid Allah SINDHI ke irshad ki roshni mein
14:12 misar ki geographiyai nukta e nazar se hesiyat ''markazi maqam'' ki hai
19:29 lafz ''misar'' ka lughwi aur lasani nukta e nazar se aik jaiza
21:05 Quran e hakeem mein misar ka tazkara "خزائن الارض" ke hawalay se howa hai
23:23 Sab se pehlay mansoobah band zaraat ka ihtimaam misar mein hazrat Yousuf alaihi salam ne kya
26:19 misar mein fazil pedawar ko mehfooz karne ke hazrat Yousuf alaihi salam ke iqdamaat
27:31 misar ko misar bananay mein hazrat Yousuf alaihi salam ke siyasi aur muashi iqdamaat ki ahmiyat
28:54 Hazrat Yousuf alaihi salam ka apne bhaiyon ke sath misali husn sulook
32:07 misar mein hazrat Yousuf alaihi salam ne wasail aur in ki munsifana taqseem ko yakeeni banaya
35:47 Kisi bhi nizaam mein muashi wasail ko lotney walay aur nizaam par boojh tabqay
39:13 misar mein fironoon ne hazrat Yousuf alaihi salam ke aadlanh nizaam ko nizam e zulm se badal diya
42:00 Apne daur ke Firaon e misar ke khilaaf hazrat musa alaihi salam ki inqalabi jad-o-jehad
50:17 Qaisar o kisra ke khilaaf huzoor akram (S.A.W) ki ijtimai inqalabi jad-o-jehad
52:20 sahaba kiraam ki inqalabi jamaat ne misar ki ''مصریت'' ko az sirr e no bahaal kya
56:29 Taraqqi aur tamaddun ke tanazur mein hindustani shehron ki Misri manaviat
59:55 Qabal az ghulami' hindostan ke siyasi o muashi nizaam ki kar kardagi
1:03:45 Engrazeo ne fironoon ki terhan hindostan ke nizaam ko tabah kardiya
1:06:19 madinah, qarya aur misar ijtimaiyat ke farogh ke idaray hain, jin ko basaanaa aur reastain qaim karna Anabia allahum salam ki sunnat hai


Presented by Rahimia Institute of Quranic Sciences, Lahore Pakistan
https://www.rahimia.org/
https://web.facebook.com/rahimiainstitute/

پلے لسٹس
خطباتِ
وقت اندراج
مارچ 06, 2023