خطبہ جمعہ/ نظامِ مملکت میں دینِ اسلام کی رہنمائی اور ملکی تنازعات.../ مفتی عبدالخالق آزاد رائے پوری

تفصیل

13 Jan 2023 / 20 Jumada alukhara 1444

Nizam e mumlakat mein deen e Islam ki rahnumai
aur mulki tanazuaat ke bunyadi asbaab aur unn ka qurani hal

Hazrat e Aqdas Mufti Abdul Khaliq Azad Raipuri

Masnad Nasheen Khanqah Aaliya Rahimia Raipur
Director General of Rahimia Institute of Quranic Sciences Lahore.

0:00 Aghaz Khutba
1:09 Islam ne insaaniyat ki rahnumai aman, Adal aur salamti ke unwan se ki hai

2:44 Fard aur muashra aik dosray par assar andaaz hotay rehtay hain

5:08 Muashray ki ijtimai hiyt e tarkeebi aur fard ke shakhsi nizaam mein momaslat

12:09 Duniya mein har wujood ka aik mehwar aur markazi nuqta hota hai

13:58 Deen e Islam ka markaz aur mehwar "Adal'' aur insani badan mein markaz'' qalb'' hai

17:59 Fard aur muashray ki taraqqi aur zawaal mein bunyadi kirdaar ''Nizaam'' ka hota hai

21:12 Olil amar ke taayun aur amanaton ka ma'na o mafhuum, kirdaar aur haqeeqi taqazay

26:07 Khtbe ki markazi aayat ka shan-e nuzool aur Khana e kaaba ke kaleed bardaar ka waqea

30:17 Olil amar ( sahban e ikhtiyar ) ko Adal ke ikhtiyar karne ka do tok hukum

34:57 Insani salahiyaton ko Adal ke nifaz aur ghalbay ke liye istemaal karne ka hukum

35:32 Allah Taala, Rasool e Akram aur Olil amar ki itaat ka Qurani hukum

43:06 Khaaliq ki nafarmani mein makhlooq ki itaat nah karne ka Nabvi hukum

46:17 Bhar e Azeem mein guzashta pauney teen so saal se istamari nizaam ka isthsali kirdaar

47:56 Pakistani nizaam ke Olil amar tabqaat se Pakistani awam ka mutalba aur tanaza

51:16 'فَرُدُّوْهُ اِلَى اللّٰهِ وَ الرَّسُوْلِ" ke haqeeqi ma'na o mafhuum aur taqazay

1:06:30 Nizaam ke zimma daaron ki taraf se awam ke bunyadi haqooq ki Sarih khilaaf warzi

1:12:34 Nizaam ki kharabi aur insani haqooq ki adam adaigi par azab e Elahi ki kasoti


Presented by Rahimia Institute of Quranic Sciences, Lahore Pakistan

https://www.rahimia.org/
https://web.facebook.com/rahimiainstitute/

پلے لسٹس
خطباتِ
وقت اندراج
جنوری 15, 2023