خطبہ جمعہ/ اسلام کے معاشی نظام میں زکوٰۃ؛ انفرادی و اجتماعی تہذیب۔۔۔/ مفتی عبدالخالق آزاد رائے پوری

تفصیل

16 Nov 2022 / 21 Jumada aluola 1444

Islam ke muashi nizaam mein zakat; Infiradi o Ijtimai tahazeeb o tarbiyat ka zareya aur
soodi nizaam ke asthsali harbe

Hazrat e Aqdas Mufti Abdul Khaliq Azad Raipuri

Masnad Nasheen Khanqah Aaliya Rahimia Raipur
Director General of Rahimia Institute of Quranic Sciences Lahore.

0:00 Aghaz Khutba
1:30 Islam ke muashi nizaam ki asas' insanon ke maali haqooq ka tahaffuz hai
4:07 Soodi nizaam ki bunyaad' insanon ke muashi haqooq ki haq talfi par qaim hai
5:26 Muashi taraqqi mein insani mehnat ke baad Allah taala ke"قبض و بسط" ke ikhtiyarat
10:53 Haq ki tareef, Us ka ma'na o mafhuum aur us ki injaam dahi ke taqazay
15:40 انفاق فی سبیل اللّٰہ mein لِلّٰہی ikhlaas ki ahmiyat aur dunewi numayesh ki muzammat
23:19 Khutbe ki markazi aayat ki Tafseer o tashreeh aur tafseelaat
29:42 Zakaat ki farziat aur us ke zariye tahazeeb nafas ki ahmiyat, ma'na o mafhuum
34:30 Qalab ki mukhtalif halatain aur us se photnay walay khayalat o tasawurat ki noiyat
42:28 Aqal ki mukhtalif halatain aur us se sadir honay wali mantaq aur istadlaal ki hesiyat
43:46 Nafas ki mukhtalif halatain yani نفسِ امارہ، نفسِ لوامہ اور نفسِ مطمئنّہ ki kaifiyat
49:33 Deen e Islam ka bunyadi maqsad; aqal, qalab aur nafas ki aala maqasid par tarbiyat hai
51:32 Mojooda sarmaya daari nizaam' sood ke zariye aqal, qalab o nafas mein fasaad peda kar raha hai
52:26 Maqasid e zakaat ka haqeeqi idraak aur shaoor
56:01 Hadia aur Qaraz dainay ke baad us se kisi terhan ke maadi mafaad ka wusool karna bhi sood hai
1:04:19 Aalmi soodi nizaam ke zariye teesri duniya ke mumalik ke wasail ka bad tareen istehsal

پلے لسٹس
خطباتِ
وقت اندراج
دسمبر 20, 2022