خطبہ جمعہ/ اسلام کے عادلانہ معاشی نظام کا استقلال و امتیاز اور۔۔۔/ مفتی عبدالخالق آزاد رائے پوری

تفصیل

02 Nov 2022 / 07 Jumada aluola 1444

Islam ke aadilanh muashi nizaam ka istiqlal o imtiaz aur
isthsali tijarti nazria e zar ke nuqsanaat

Hazrat e Aqdas Mufti Abdul Khaliq Azad Raipuri

Masnad Nasheen Khanqah Aaliya Rahimia Raipur
Director General of Rahimia Institute of Quranic Sciences Lahore.

0:00 Aghaz Khutba
1:48 Irtfaqaat aur iqtirabat par mabni Anabia ki jame talemaat
7:58 Ibadat o Ikhbat mein ijaz o inkisar ki 3 halatian; qiyam, ruku aur sajood
12:52 Siyasat o maeeshat ke ahem aur mumkina marahil aur un ka bunyadi nizaam
16:44 Kisi bhi nizaam mein zalimana tareeqon ka rivaaj "فساد فی الارض" kehlata hai
18:46 "Deen e Islam" ne maeeshat ka koi nizaam nahi diya; sarmaya daarana mughalta hai
21:55 Islam ke siyasi o muashi nizaam ke hawalay se rasmi mazhabi tabqo ke tasawurat
24:14 Islam ka muashi nizaam' murawaja nizamon (sarmaya daari aur socialism) ke lahiqo o sabiqo ke baghair mustaqil nizaam hai
25:50 Nizamon ke mutalay ke hawalay se Imam Shah walii allah DEHALVI ki shahkaar kitaab "Hujjat Allah al Baligha" ki ahmiyat
26:15 Islam ke muashi nizaam ke bunyadi umoor ka tajzia
29:57 Islam ka muashi nizaam hazrat Umar Farooq (R.A) ki nazar mein
30:38 Muashi nizaam mein zar ki policy ki bunyadi ahmiyat
33:31 makkah mukarma ki tijarti policy ki asal kharabi' un ki soodi policy mein Muzmer thi
46:05 Soodi nizaam ke khilaaf elaan e jung ki aayat Qurani ka shan-e nuzool aur is ki tashreeh o Tafseer
49:04 Nabi e akram (S.A.W) ki taraf se jahliat ke muashi nizaam ke khatmay ka elaan
1:01:49 Islam ke muashi nizaam mein zar aur jinas ke darmiyan tawazun ka tasawwur
1:04:56 Sarmaya daari nizaam ke tijarti nazria e zar ke nuqsanaat
1:10:15 Zar se zar ka kamana; sarmaya daarana bankari nizaam ka aik khatarnaak isthsali harba
1:16:29 murawaja islami bankari nizaam mein "مضاربت و مرابحہ" ki fqhi eslehaath ka maskh shuda istemaal

پلے لسٹس
خطباتِ
وقت اندراج
دسمبر 04, 2022