خطبہ جمعہ/ سرمایہ اور خواہشات و اَوہام کے غلام نظام کی بیخ کنی۔۔۔/ مفتی عبدالخالق آزاد رائے پوری

تفصیل

11 Nov 2022 / 15 Rabiey alsani 1444

sarmaya aur khwahisaat o Aohaam ke ghulam nizaam ki beekh konny ke liye azm o yaqeen aur haqeeqat shanasi ki bunyaad par azadi o hurriyaat ke deeni laiha e amal ki ahmiyat

Hazrat e Aqdas Mufti Abdul Khaliq Azad Raipuri

Masnad Nasheen Khanqah Aaliya Rahimia Raipur
Director General of Rahimia Institute of Quranic Sciences Lahore.

0:00 Aghaz Khutba
1:42 Insaan ki Azmat ke Awsaf aur hewan se is ka imtiaz
3:18 Quran e Majeed ki haikainat aur shukook o shubhat se balatar hesiyat
4:52 Ilm aur yaqeen ka bahami rishta aur anbia allahum salam ka usloob dawat
11:02 Yaqeen se bharpoor ilm ke kamyaab nataij aur Zanoon o oohaam ke shikaar logon ki nakami
15:21 Taraddud o tawahum ke maana, kefiyat, jihaat o aqsam aur nataij
17:59 Huzoor e Akram (S.A.W) ko ehley Maka ke zulm aur kharabi se mutaliq kisi bhi qisam ke shak mein nah rehne ki takeed
19:35 mecca ke mahol mein 3 siyasi nazriaat ke haamil gorohoon ka taaruf
23:14 Ummat e Musalmah ki kher aur Salah 2 baton mein hai: yaqeen aur zuhad ( haqeeqat shanasi )
24:29 Sabiqa aqwam ke zalim hukmraanon par Allah taala ki sakht pakar ke namoonay
32:56 Zuhad ki tareef, ma'na o mafhuum aur amli taqazay
33:54 Umat ke fasaad ka aik bara sabab : bukhal aur sarmaya parasti hai
44:16 Umat ke fasaad ka aik bara sabab : bukhal aur sarmaya parasti hai
41:51 Yaqeen pukhta karne ke liye hazraat sofyaa e karaam ke tareeqay
47:05 Umat mein fasaad ki doosri wajah tamnaon aur aarzon ko paalna hai
1:05:16 Umat mein fasaad ki doosri wajah tamnaon aur aarzon ko paalna hai
54:15 Darmaya daari ka kareeha manzar, jis mein paase hue tabqay ke haqooq pamaal hotay hain
49:26 Darmaya daari ka kareeha manzar, jis mein paase hue tabqay ke haqooq pamaal hotay hain
55:35 Ghulami dar ghulami ka tasalsul quran ki nazar mein
1:00:41 hazrat Sheikh al-hind ka walwalah angaiz yaqeen; tehreek e azadi ka chairag e raah

پلے لسٹس
خطباتِ
وقت اندراج
نومبر 14, 2022