خطبہ جمعہ/شیطان کی آلہ کار قوتوں کے ظالمانہ نظام کے خلاف مزاحمت!/ مفتی عبدالخالق آزاد رائے پوری

تفصیل

04 Nov 2022 / 08 Rabiey alsani 1444

shetan ki aala e kar quwatoon ke zalimana nizaam ke khilaaf muzahmat!
Anbiya-e karaam allahum salam ki jaddo jehed ke tanazur mein!

Hazrat e Aqdas Mufti Abdul Khaliq Azad Raipuri

Masnad Nasheen Khanqah Aaliya Rahimia Raipur
Director General of Rahimia Institute of Quranic Sciences Lahore.

0:00 Aghaz Khutba
1:26 kaayenaat mein do nizamon aur teen kirdaron ka mechanism aur maqasid o ahdaaf
8:52 imam Shah walii Allah DEHALVI ke han kaayenaat ki tabeer aur insaan e akbar, Insaan e kabeer aur Insaan Saghir
11:29 Anbiya-e karaam allahum salam aur kutub-e Muqaddisa ka bunyadi mauzo insaaniyat aur is ke umoor hain
13:06 farishtay kon aur kya hain? aur un ki kaayenaat mein hesiyat o kirdaar kya hai ?
20:56 Arsh e Ellahi aur firshton ki duayen aur Aloom nabuwat ka philao
31:11 insaan ko sourat ul Fatiha ki dua sikahnay ki hikmat aur is ka mafhuum
33:04 hajj mein jama honay ki hikmat aur fauzaat e Ellahi ke manba se istifada
35:58 kaayenaat ke teesray kirdaar shetan e rajim ka kirdaar aur is ke asraat
39:25 kaayenaat ke aik hissay kura e araz mein shetan ke kirdaar aur shar ke asraat
45:16 ba qoul Imam Shah walii Allah DEHALVI: insaan ke liye shar e awwal shetan hai
46:40 nafs e insani ka imthehaan Mehd se lehad tak shetan ke shar se muqaabla karna hai
47:50 shetan se mustaqil tor par muzahmat ka nazriya aur muqablay ki hikmat e amli
50:43 jab kisi riyasat ka siyasi nizaam mafiyaz ke zair-e assar aajay to woh shaytani nizaam hota hai
55:31 siyasat mein insanon ke qatal ka mahol shaytani quwatoon ka shar e sani hai
57:07 jab reyaston ke nizaam bigartai hain to shaytani mafiyaz riyasat par qaabiz ho jatay hain
58:09 dajjal e akbar kaisay peda hota hai? aur is ke Muawin aur hawari kon hotay hain?
1:00:26 bessat e Anabia allahum salam aur dajjal e akbar aur is ke nizaam ko fanaa karne ki hikmat e amli
1:01:33 hizabul shiatan ke muqablay mein hizab Allah aur ghalba e deen ka tasawwur
1:05:17 Anabia allahum salam shar e sani ( riyasat aur muashray ke fasaad ) ko khatam karne ke liye atay hain
1:08:32 hamaray muashray ka shar e sani aur siyasi o mazhabi tabqo ki be shaori ka tajzia
1:14:14 imam Shah walii Allah DEHALVI ke nazria ''فک کل نظام'' ki haqeeqat o ahmiyat

پلے لسٹس
خطباتِ
وقت اندراج
نومبر 08, 2022