خطبہ جمعہ/تبلیغِ حق میں رسول اللہ ﷺ کا بے لاگ کرداراُمت میں آپؐ.۔۔/ مفتی عبدالخالق آزاد رائے پوری

تفصیل

21 OCT 2022 / 24 Rabiey al-awwal 1444

Tbligh e haq mein rasool-ul-Allah (S.A.W) ka be laag kirdaar
ummat mein Ap (S.A.W) ke Uswah ki itebaa ki roshan riwayat aur us ke Asri ahdaaf

Hazrat e Aqdas Mufti Abdul Khaliq Azad Raipuri

Masnad Nasheen Khanqah Aaliya Rahimia Raipur
Director General of Rahimia Institute of Quranic Sciences Lahore.

0:00 Aghaz Khutba

2:00 hazrat Shah Saeed Ahmed raye poori ki khidmaat ke tasalsul mein idaara Rahimia Pashawar campus ka qiyam

6:20 mahe Rabiey al-awwal aur aan hazrat (S.A.W) ki bissat ke maqasid

8:25 Anabia ki dawat-e huqqa ko jhutlanay ke manfi siyasi o samaji nataij

12:54 huzoor e akram (S.A.W) se deen ke mukammal ghalbay ke liye istiqamat aur hifazat ka Ellahi wada

25:16 Rasool ul Allah (S.A.W) ki taraf se mansab e nabuwat ke taqazoon ki ba Ahsan takmeel

30:45 deen e haq ke siyasi, muashi aur samaji nizaam ke asasi o bunyadi ussol o qawaneen ka Nabvi elaan

40:07 Rasool ul Allah (S.A.W) ka tbligh e deen par jamaat e sahaba se talb e shahadat aur unn ka itraf e haq

41:05 Deen e islam ke mission ki dawat ke liye ummat ki zimma daari aur mansab e dawat ke taqazay

45:43 Islam ke ijtimai nizaam se munharif tabqaat ke khilaaf hazrat abubaker seddiq ka azm aur mussar iqdamaat

49:05 Deen ki tableegh ka jame mafhuum aur is ke amli nizaam ke nifaz ki haqeeqi hikmat e amli

50:41 Rasool ul Allah (S.A.W) ke numaindon ( jmaat e sahaba ) ki bain ul aqwami inqilab ke liye jad-o-jehad aur hikmat e amli

54:58 har daur mein sachey nazriye ke mukhalif tabqaat ki yaksaa nafsiat

58:51 hazrat "Sheikh al-hind" ke laqab ka tareekhi pass e manzar aur wajah tasmia

1:02:01 qaumi usool par siyasi jadd o_johad ki nagzirit aur asar e haazir ke taqazay

1:03:24 Pakistan mein wali ulallhahu fikar o nazriye ke farogh mein hazrat Shah Saeed Ahmed raye poori ka munfarid rehnuma kirdaar

1:04:19 Wali ulallhahi fikar ke daira e kaar ka jame khulasa

1:09:06 Wali ulallhahu fikar ke deeni falsafay mein sayasiyat, muashiaat aur imraniyaat ke feham o shaoor ki ahmiyat

1:05:50 sachey fikar o nazriye ke farogh mein idaron ki ahmiyat aur idaara Rahimia uloom e Qurania ke bunyadi ahdaaf ka taaruf

پلے لسٹس
خطباتِ
وقت اندراج
اکتوبر 23, 2022