خطبہ جمعہ/سیرتِ رسول ﷺ کے نظامِ تربیت میں انسانی مزاجوں کی رعایت۔۔/ مفتی عبدالخالق آزاد رائے پوری

تفصیل

14 OCT 2022 / 17 Rabiey al-awwal 1444

Seerat rasool (S.A.W) ke nizam e tarbiyat mein insani mizajon ki riayat
aur ba maqsad ijtimai mushawarat ki ahmiyat aur astamari jamhoriat!

Hazrat e Aqdas Mufti Abdul Khaliq Azad Raipuri

Masnad Nasheen Khanqah Aaliya Rahimia Raipur
Director General of Rahimia Institute of Quranic Sciences Lahore.

0:00 Aghaz Khutba
1:34 seeratul Nabi (S.A.W) ; insaaniyat ki rahnumai ka jame nizaam
3:36 App (S.A.W) ki rahnumai ke 2 asasi rehnuma usool
11:14 insaan mein 2 taqaton ka imtezaaj aur un ke nataij
12:52 seeratul Nabi ka umat ke liye rehnuma amal; ijtimai pehlu
15:34 ijtimai zindagi mein apni ghaltion se seekhnay se agay bherne ke mawaqay ka husool
17:36 jang-e Uhad mein earzi shikast aur nuqsaan ki wajah
22:35 Nabvi andaz e tarbiyat mein insani mizajon aur bashri taqazoon ki riayat aur lehaaz
23:13 tarbiyat aur discipline mein gussa o sakhti aur narmi o hikmat ka tasawwur
30:07 deen islam ke taabudi mamlaat mein sakht Gary aur intahaa pasandi ki momanat
37:43aala ijtimai nazriye par tarbiyat se mutaliq na guzeer umoor
37:43 teen asasi amoor; apne rufqaye kar se Afoo o dar guzar, un ke liye Allah taala se mughfirat talabi aur bamana mushawarat ka ihtimaam
42:24 kaarkunon ki ghaltion ki zimma daari qayadat par aed honay ka bunyadi falsafah!
45:17 Nabvi andaz e tarbiyat mein bamana ijtimai shurait ka ihtimaam
46:46 mushawarti dairay mein tabbudi umoor tak wusat ( azaan ke muamlay mein mushawarat ba tor e misaal )
48:24 mushawarat ki rooh, ahal ul raye ka maiena o mafhuum aur taqazay
1:05:05 ijtimai siyasi mamlaat mein Pakistani riyasat ki na-insafi aur be etdaali
ehad e nabvi ke arbo ki qaumi siyasat aur tabdeeli e nizaam ki Nabvi hikmat e amli
1:05:05 seeratul Nabi (S.A.W) ka ijtimai taqaza aur asr e haazir
1:06:41Bartanwi jamhoriat, taaj Bartania ki shihnshahit ki Mansha ke tabay hai
1:08:34 barr e azeem mein jamhoriat ke علی الرغم astamari riwayat
1:14:19 roz-e- qayamat ko kiye gaye faislon mein fasid qayadat ke itebaa guzaron ko –apne rihmumo ke sath shumaar kya jaye ga
1:16:06 akhirat mein insaaf parwar qayadat aur rihmumo ka maqam o martaba







































Presented by Rahimia Institute of Quranic Sciences, Lahore Pakistan
https://www.rahimia.org/
https://web.facebook.com/rahimiainstitute/

پلے لسٹس
خطباتِ
وقت اندراج
اکتوبر 17, 2022