خطبہ جمعہ/غلبۂ دین کی اجتماعی جدوجہد کے لیےمحبتِ رسول ﷺ کی اَساسی۔۔/ مفتی عبدالخالق آزاد رائے پوری

تفصیل

07 OCT 2022 / 10 Rabiey al-awwal 1444

Galba e Deen ki ijtmai jid o johad ke lai mahabat e rasool (S.A.W) ki asasi haisiat aur us ke naguzeer ijtmai taqaze

Hazrat e Aqdas Mufti Abdul Khaliq Azad Raipuri

Masnad Nasheen Khanqah Aaliya Rahimia Raipur
Director General of Rahimia Institute of Quranic Sciences Lahore.

0:00 Aghaz Khutba
1:36 Deen mein mahabat o ulfat aur na pasandeedgi o nafit ke haqiqi miaraat
3:09 milat e Ibrahim (deen e islam) aur milat e majoos ke darmyan johari faraq
6:14 toheed aur shirk mein mahbat ke marakiz ke idraak ka muazna
10:54 marakiz e mahbat ki bunyad pr nataij o asrat ka faraq o imtiaz
16:30 hubb e ilahi ke haqiqi mana o mafhoom aur taqazea; itibaa e rasool (S.A.W)
17:26 itaat hi haqeeqi mahabbat ka laazmi aur na guzeer taqaza hai
18:51 Jah o martabay ke husool ke sabab haq aur emaan se mehroomi ka waqea
22:43 khutbe ki markazi aayat e qurani ka shan-e nuzool wa pas e manzar
23:09 mushriqeen e makka ka Allah taala se mahabbat ka be bunyaad daawa
30:06 mahabbat ki tareef, mafhuum aur taqazay
35:12 Muhib aur mahboob ke darmiyan talluq aur is ke asraat o nataij
42:12 Hubb e rasool (S.A.W) ki bunyaad par jmaat e sahaba ki galba e deen ki jad-o-jehad
38:55 Hubb e rasool (S.A.W) ka aik na guzeer aur haqeeqi taqaza; duniya mein galba e deen ke nizaam ka qiyam hai
45:37 Hazrat Umar Farooq (R.A) mein kalaam e Ellahi se aqli o nazri mahabbat ke asraat o nataij
53:20 ghair mamooli aqli o jismani salahiyat aur nizam e Adal
55:25 aqal se begana mehez tabee jazbati soch ke nuqsaan deh nataij
56:53 Aap (S.A.W) ko amli jad-o-jehad karne ka hukum aur rahnumai
1:01:32 Hazrat Shah Saeed Ahmed raye poori ki ahem baat
1:02:06 Hazrat Aqdas molana Shah Abdul qadir raye poori se aik ahem sawal
1:09:54 munhani jism ke malik hazrat Sheikh ul-hind ka haq ke nazriye par koh-e giran istiqamat aur jazba e amal
1:14:33 molana Ubaid ullah SINDHI ka nazaria e haq par istiqamat aur mujahidana kirdaar
1:19:35 seerat ulNabi (S.A.W) ka nazaria e amal aur jad-o-jehad ke Asri taqazay

پلے لسٹس
خطباتِ
وقت اندراج
اکتوبر 10, 2022