Batarikh: 26 Muharram ul Haram 1446Hijri / 2 August 2024
Andhay Fir'oni Nizaam Aur Hazrat Musa (A.S) Ki Baseerat Afroz Jad-o-Jehd-e-aazaadi Ke Tanazur Mein
Istemari Taqaton Ke Kirdar Ke Tajziya Ki zaroorat
Khutba-e-Jumu'ah al-Mubarak:
Hazrat Maulana Shah Mufti Abdul Khaliq Azad Raipuri
Masnad Nasheen Khanqah Aaliya Rahimia Raipur
Director General of Rahimia Institute of Quranic Sciences Lahore.
Khutbe ki Rahnuma: Ayat-e-Qur'ani
”وَمَا يَسْتَوِي الْأَعْمَى وَالْبَصِيرُ وَالَّذِينَ آمَنُوا وَعَمِلُوا الصَّالِحَاتِ وَلَا الْمُسِيءُ قَلِيلًا مَا تَتَذَكَّرُونَ“۔ (40 – المؤمن: 58)
Tarjuma: "Aur andha aur dekhne wala barabar nahi, aur jo log iman laaye aur neik kaam kiye woh, aur badkaar, barabar nahi. Tum bohat hi kam samajhte ho."
... Khutbe ke chand markazi nukaat ...
1:22 Durust faislon ke peechay aql o sha'oor aur samaji baseerat ki zaroorat o ahmiyat
2:17 Haqaiq ko samnay rakh kar faislay hi haqeeqi faislay kiye jaa sakte hain
4:48 Cheezon ko samajhne ke liye mutazaad ashya apni mukhalif cheezon ko samajhne mein mu'awin hoti hain
6:43 Andhay aur beena shakhs ke dekhne ki salahiyat mein farq ki Qurani tamseel
11:41 Huzoor Akram ﷺ ki baseerat-e-nabuwwat, qalbi nooraniyat aur sachay khwab
15:38 Iman ka ta'aluq insaan ke qalb aur aql se hai aur aamaal ka ta'aluq nafs (aaza) se hai
19:20 Aql o qalb ke maskh hone se amal ki salahiyat bhi mafqood ho jati hai
21:13 Is surat mein Hazrat Musa ki jad-o-jehd aur Firaun ki sarkashi ke zikar se tazkeer
22:18 Hazrat Musa (A.S) ki taraf se Firaun se Bani Israel ki azaadi ka mutaliba aur nizaam mein khalbali
27:44 Qaum-e-Firaun ke ek rajul mo'min ki taraf se Hazrat Musa (A.S) ki himayat
31:28 Firaun ke daur mein tibiyati aur falakiati umoor ke maahir jadoo gar hi danishwar samjhay jatay thay
34:12 Ilm bazat-e-khud koi bhi ghalat nahi hota balkay iska ghalat ya sahi istemal hi asal hai
40:22 Misr ki tehzeeb o mu'asharat ki taraqqi mein Hazrat Yusuf (A.S) ka taraqqi pasandana kirdar
44:38 Quran ki istilah "Al-Musi'u" ke tanazur mein Firauni nizaam ka kirdar
45:24 Imam Shah Waliullah Dehlvi (R.A) ke afkar ki roshni mein la'anat ka ma'ni o mafhoom aur asraat o nataij
47:47 Allah Ta'ala ki taraf se saza mehz intiqam nahi hota, balkay iske ahdaf o maqasid hotay hain
48:38 Hazrat Musa (A.S) ki jad-o-jehd ke tanazur mein inqilabi jama'at ki tayari aur riyasat ki ahliyat
52:09 Hazrat Musa (A.S) ki jad-o-jehd ke tanazur mein Aap ﷺ ko paigham-e-ilahi
54:18 Khutbay ki markazi ayat ke tanazur mein Surat Mo’min ke mazameen ki inqilabi ahmiyat
56:18 Huzoor Akram ﷺ ne Abu Jahal ko apni ummat ka Firaun qarar diya hai
59:14 Khittay ki taqseem aur aalami samraji nizaamon ke istemari kirdar ke ahwaal
1:08:36 Teesri dunya ke mumalik mein tehreekon ke pas-e-pardah samraj ke kirdar ka jaiza
1:12:05 Ismail Haniyeh ke qatl ka pas-e-manzar aur masla-e-Filistin mein iste'mar ka kirdar
Presented by Rahimia Institute of Quranic Sciences Lahore
https://www.rahimia.org/
https://web.facebook.com/rahimiainstitute/