خطبہ جمعہ| حزب الشیطان کا انسانیت دشمن سرمایہ دارانہ نظام اور مزاحمت | مفتی عبدالخالق آزاد رائے پوری

تفصیل

Batarikh: 1st Zu al-Qa'dah 1445Hijri / 10th May 2024
Hizb-ush-Shaitan ka insaniyat dushman sarmayadarana nizaam aur
Muqawamat ka rehnuma Nabawi ﷺ kirdar


Khutba-e-Jumu'ah al-Mubarak:
Hazrat Maulana Shah Mufti Abdul Khaliq Azad Raipuri

Masnad Nasheen Khanqah Aaliya Rahimia Raipur
Director General of Rahimia Institute of Quranic Sciences Lahore.

Khutbe ki Rahnuma: Ayat-e-Qur'ani o Hadees-e-Nabwi (ﷺ)

"Ayat-e-Qur'ani"
اِسْتَحْوَذَ عَلَیْهِمُ الشَّیْطٰنُ فَاَنْسٰىهُمْ ذِكْرَ اللّٰهِؕ اُولٰٓئِكَ حِزْبُ الشَّیْطٰنِؕ اَلَاۤ اِنَّ حِزْبَ الشَّیْطٰنِ هُمُ الْخٰسِرُوْنَo اِنَّ الَّذِیْنَ یُحَآدُّوْنَ اللّٰهَ وَ رَسُوْلَهٗۤ اُولٰٓئِكَ فِی الْاَذَلِّیْنَo كَتَبَ اللّٰهُ لَاَغْلِبَنَّ اَنَا وَ رُسُلِیْؕ اِنَّ اللّٰهَ قَوِیٌّ عَزِیْزٌo (58 – المجادلة : 19 تا 21)
*ترجمہ:* ”قابو کرلیا ہے اُن پر شیطان نے، پھر بُھلا دی ان کو اللہ کی یاد، وہ لوگ ہیں گروہ شیطان کا، سنتا ہے ! جو گروہ ہے شیطان کا وہی خراب ہوتے ہیںo جو لوگ خلاف کرتے ہیں اللہ کا، اور اس کے رسول کا، وہ لوگ ہیں سب سے بےقدر لوگوں میںo اللہ لکھ چکا کہ میں غالب ہوں گا اور میرے رسول، بے شک اللہ زور آور ہے، زبردستo“۔
... Khutbe ke chand markazi nukaat ...
0:00 Aaghaz
01:38 Hizbullah aur Hizb-ush-Shaitan ki kashmakash aur Quran Hakeem ke nuzool ka bunyadi maqsad
4:17 Taalluq ma'a Allah aur Iman bil Risalat ke hawale se insaniyat ki zimmedari
5:32 Insani waswasa o khayal aur shaitani waswasa o khayal mein bunyadi farq aur un se bachao ka tareeqa
12:27 Khutba Jumma ki markazi ayat ka pas-e-manzar aur mukhtasir tafsiri khulasa aur asr-e-hazir mein rehnumai
13:46 Hizb-ush-Shaitan kya hai? Us ki alamat, nishaniyan, us ke kaam o bure asarat aur nataij
18:19 Quran Hakeem mein mutakabbir sarmayadar aur maal daroon ke kaamon aur rawayon ki muzamat
21:52 Anbiya-e-Kiram (Hizbullah) ki jad-o-jahad aur un ke muqable mein Hizb-ush-Shayateen ka kirdar
25:36 Bait al-Muqaddas aur Bait al-Haram (Masjid al-Haram) do muqaddas maqamat ki khasosiyat aur asarat
32:26 Quran Hakeem sarmayadaroon ke bajaye mashray ke kamzor tabaqat ko hakim banata hai
37:17 Makkah ki ri'asat ke Hizb-ush-Shaitan ka zulm aur muahida-e-Hilf al-Fudool mein Rasool Allah ﷺ ka kirdar
38:34 Yemeni tajir se Ahl-e-Makkah ka maali fraud aur Yemeni tajir ki faryad par Rasool Allah ki Abu Jahl se baziyaabi
44:10 Islam mein insani jaan, maal aur izzat ka tahaffuz aur un ki pamali par saza ka tasawwur
53:55 Quran Hakeem mein Hizbullah ka taaruf, us ki khasosiyat aur un ki jad-o-jahad ke nataij
55:44 Musalmanon ka dor-e-urooj aur bilaamtiyaz mazhab o nasl o jughrafiya insani huqooq ka tahaffuz
1:02:00 Islam ke naam par bannay wali riyasat mein insani huqooq ki pamali ka badtareen dor
1:05:39 Pakistan mein gandum ke scandal ka pas-e-manzar aur munafa khore tajiron aur sarmayadaroon ka kirdar
1:06:15 Jhoot ke asarat aur nataij aur Pakistan mein jhoot ke nizaam se bachne ki hikmat amli
1:14:52 Tauba ki asal haqeeqat aur ulama-e-muhaqiqeen ke nazdeek is ki shurait o qayud

Presented by Rahimia Institute of Quranic Sciences Lahore
https://www.rahimia.org/
https://web.facebook.com/rahimiainstitute/

پلے لسٹس
خطباتِ
وقت اندراج
مئی 13, 2024