خطبہ جمعہ | بِرّ و اِثم کا نظریہ اور سرمایہ داری نظام کا بھیانک کردار| مفتی عبدالخالق آزاد رائے پوری

تفصیل

Batarikh: 24 Shwal al-Mukarram 1445Hijri / 3 May 2024
Birr o Ithm ka Saleh Samaji Nazriya aur Mehnat Kushon ke Isthisaal aur Loot Khasoot par MabniSarmayadari Nizaam ka Bhayanak Kirdar

Khutba-e-Jumu'ah al-Mubarak:
Hazrat Maulana Shah Mufti Abdul Khaliq Azad Raipuri

Masnad Nasheen Khanqah Aaliya Rahimia Raipur
Director General of Rahimia Institute of Quranic Sciences Lahore.

Khutbe ki Rahnuma: Ayat-e-Qur'ani o Hadees-e-Nabwi (ﷺ)

"Ayat-e-Qur'ani"

وَ لَا تَاْكُلُوْۤا اَمْوَالَكُمْ بَیْنَكُمْ بِالْبَاطِلِ وَ تُدْلُوْا بِهَاۤ اِلَى الْحُكَّامِ لِتَاْكُلُوْا فَرِیْقًا مِّنْ اَمْوَالِ النَّاسِ بِالْاِثْمِ وَ اَنْتُمْ تَعْلَمُوْنَ۠۔ (2 – البقرۃ: 188)
ترجمہ: ”اور نہ کھاؤ مال ایک دوسرے کا آپس میں ناحق، اور نہ پہنچاؤ ان کو حاکموں تک کہ کھا جاؤ کوئی حصہ لوگوں کے مال میں سے ظلم کر کے (نا حق) تم کو معلوم ہے“۔
Hadees-e-Nabawi ﷺ:
الاقتصاد في النّفقة نصف المعیشة۔ (مشکاۃ المصابیح، حدیث: 5067)
ترجمہ: ”خرچ کرنے میں میانہ روی، نصف معیشت ہے“۔
... Khutbe ke chand markazi nukaat ...

0:00 Aghaz
1:26 Nokhezai ke rawaye pakhta umr mein bar aawar hote hain, aise hi duniyawi wa ukhrawi zindagi ki misal hai
8:08 Muasharti wa samaji zindagi ki tarbiyat aur taraqqi mein Anbiya karam علیہم السلام ka kirdar
11:29 Hazrat Shuaib علیہ السلام ki jad-o-jahad aur un ke saath un ki qaum ka sarkashi ka rawiya
12:49 Har ahad ke zalim hakimon ka apne dor ke awam aur muslehine ke saath mutakabirana rawiya
14:55 Surah Baqarah mein mali mamlaat mein batil tareeqe se leen den se ijtinaab ki takreed
17:45 Sab se paakiza rozi aur aan Hazrat ﷺ ki mehnat o mazdoori ka andaaz
20:26 Anbiya karam علیہم السلام ki maashi sargarmiyaan aur mehnat o mushaqqat se rizq ka husool
21:11 Mehnat ki azmat aur bheek mangne ki mamaneat az roo-e-sirat aur Nabvi ؐ tarz-e-amal
22:28 Akal balbatil ki mamaneat, muashrati taraqqi ke liye riyasti bandobast aur nizaam-e-adl ki zaroorat wa ahmiyat
25:23 Nizaam-e-zulm mein qanoon saazi, maashi loot khasoot aur ghareebon ke istehsaal par mabni hoti hai
26:53 Qanoon ki rooh aur iska istemal ahem hota hai, sarmayadari isi se nangi hoti hai
27:18 Imam Shah Waliullah Dehlviؒ sharaa'ie ke asrar o rumooz ko birr o ism ke tanaazur mein dekhte hain
29:59 Birr o ism ka qanooni, samaji aur muashrati asar ke tanaazur mein haqeeqi tasawwur aur is ke natayej
31:13 Birr o ism ka anfardai wa ijtimaai maamlaat ke saath saath nizaam-e-siyasat mein amal dakhil
32:21 Rishwat aur corruption ki definition aur iske samaji wa muashrati asar wa natayej
33:01 Isthisaali nizaam mein rishwat ki shakal aur is ke zariye haq talfi ki sooraten aur natayej
33:53 Samajh dushman anasir aur zalim hakimon par khutbe ki markazi ayat mein tanqeed
35:09 Taghooti aur isthisaali nizaamon mein circulars aur notifications ke zariye isthisaali hathkande ka ahwal
38:51 Islam ka adilana iqtisadi nizaam, sarmayadari nizaam mein mali isthisaali hathkande aur is ke han zar ka isthisaali tasawwur
51:10 Dunya ke maashi dhaanche mein Bank of England ka kirdar aur Adam Smith ke maashi nazriyat
55:01 Tamam mazahib mein haramat-e-sood ki bunyad aur sarmayadari nizaam ka mulkon ki maishat par qabze ka mansuba
56:23 Sarmayadari nizaam ke ghulbay aur farogh mein taqat aur rishwat ka bunyadi kirdar
59:22 Sarmayadaran nizaam ki chhattr chhaaon ke niche idaroon ka awaam dushman kirdar (Al-Asim ka nizaam)
1:00:13 Isthisaali tabqati nizaam mein mehnat kash tabqat ke khilaaf nizaam ka bhayanak kirdar aur Pakistan mein gandum ke bahraan ka pas-e-manzar aur us mein sarmayadaran nizaam ka kirdar
1:09:26 Mazhabi tabqati nizaamon mein anfardai islah ke nazriye ka ahwal

Presented by Rahimia Institute of Quranic Sciences Lahore
https://www.rahimia.org/
https://web.facebook.com/rahimiainstitute/

پلے لسٹس
خطباتِ
وقت اندراج
مئی 07, 2024