خطبہ جمعہ | رمضان المبارک کے تہذیبی اور رُوحانی کردار کی اہمیت | مفتی عبدالخالق آزاد رائے پوری

تفصیل

26 Shaban-ul-Moazzam 1445 Hijri / 8 March 2024

Ghulami Aur Zulm Ke Mahaul Mein
Ramadan-ul-Mubarak Ke Tehzeebi Aur Roohani Kar-dar Ki Ahmiyat

Khutba-e-Jumu'ah al-Mubarak:
Hazrat Maulana Shah Mufti Abdul Khaliq Azad Raipuri

Masnad Nasheen Khanqah Aaliya Rahimia Raipur
Director General of Rahimia Institute of Quranic Sciences Lahore.

Khutbe ki Rahnuma: Ayat-e-Qur'ani o Hadees-e-Nabwi (ﷺ)

"Ayat-e-Qur'ani"
یٰۤاَیُّهَا الَّذِیْنَ اٰمَنُوْا كُتِبَ عَلَیْكُمُ الصِّیَامُ كَمَا كُتِبَ عَلَى الَّذِیْنَ مِنْ قَبْلِكُمْ لَعَلَّكُمْ تَتَّقُوْنَۙ۔ (2 – البقرۃ: 183)
ترجمہ: ”اے ایمان والو ! فرض کیا گیا تم پر روزہ، جیسے فرض کیا گیا تھا تم سے اگلوں (پہلے لوگوں) پر، تاکہ تم پرہیزگار ہوجاؤ“۔

"Hadees-e-Nabwi (ﷺ)"
”مَنْ صَامَ رَمَضَانَ إِيمَانًا وَاحْتِسَابًا غُفِرَ لَهُ مَا تَقَدَّمَ مِنْ ذَنْبِهِ“۔ (صحیح بخاری، حدیث: 38)
ترجمہ: ”جس نے رمضان کے روزے ایمان اور خالص نیت کے ساتھ رکھے، اس کے پچھلے گناہ بخش دیئے گئے“۔

... ... ... ... Khutbe ke chand markazi Nikat ... ... ... ...

0:00 Aghaaz
1:28 Tehzeeb-e Insani mein Roze aur Ramadan-ul-Mubarak ki ahmiyat aur kar-dar
4:38 Insan ki hewaniyat se insaniyat ko durpesh khatrat aur is ka ilaj
8:06 Ghulami tehzeeb ki dushman hai, is liye ghulam qoumain baghair azadi ke mahazib nahi hosakti
14:06 Ramadan-ul-Mubarak ke roze aur mahaul, haq-o-batil ki pehchan paida karte hain
24:06 Taqwa insan mein ghulami, zulm, badamni, aur maashi badhali ke khilaf salahiyat paida karta hai
35:17 1947 mein haqeeqi azadi nahi mili, balkay ghulami ka andaz badla hai
41:50 Quran Hakeem ke teen aizaazat, in ke fawaid-o-barkat aur asarat-o-nataij
43:58 Pakistan ke intikhabat mein dhandli ki tareekh aur mojood-jawab intikhabat mein dhandli ka tasalsul
52:23 Ramadan-ul-Mubarak ke maqasid ke ala alragham Pakistan mein dhandli, rishwat, aur ghulami ka raj

Presented by Rahimia Institute of Quranic Sciences Lahore
https://www.rahimia.org/
https://web.facebook.com/rahimiainstitute/

پلے لسٹس
خطباتِ
وقت اندراج
مارچ 11, 2024