خطبہ جمعہ/ حکمتِ عملی کی نبوی اَساس پر فہمِ دین؛ ولی اللّٰہی مجدد.../ مفتی عبدالخالق آزاد رائے پوری

تفصیل

29 Jumada al-Thani 1445 Hijri / 12 January 2024

Hikmat-e-Amli ki Nabavi asas par Fehm-e-Deen; Wali-Allahi Mujaddideen ka Fikri Imtiaz aur Us ka Asri Itlaaq


Khutba-e-Jumu'ah al-Mubarak:
Hazrat Maulana Shah Mufti Abdul Khaliq Azad Raipuri


Masnad Nasheen Khanqah Aaliya Rahimia Raipur
Director General of Rahimia Institute of Quranic Sciences Lahore.


Khutbe ki Rahnuma: Ayat-e-Qur'ani o Hadees-e-Nabwi (ﷺ)

"Ayat-e-Qur'ani"

یُّؤْتِی الْحِكْمَةَ مَنْ یَّشَآءُۚ، وَ مَنْ یُّؤْتَ الْحِكْمَةَ فَقَدْ اُوْتِیَ خَیْرًا كَثِیْرًا۔ (2 – البقرہ: 269)
ترجمہ: "عنایت کرتا ہے سمجھ جس کسی کو چاہے، اور جس کو سمجھ ملی اس کو بڑی خوبی ملی"۔

"Hadees-e-Nabwi (ﷺ)"
”الْكَلِمَةُ الْحِكْمَةُ ضَالَّةُ الْمُؤْمِنِ فَحَيْثُ وَجَدَهَا فَهُوَ أَحَقُّ بِهَا“۔ (سنن ترمذی، حدیث: 2687)
ترجمہ: ”حکمت کی بات مومن کی گمشدہ چیز ہے، جہاں کہیں بھی اسے پائے وہ اسے حاصل کر لینے کا زیادہ حق رکھتا ہے“۔


... ... ... ... Khutbe ke chand markazi Nikat ... ... ... ...

0:00 - Aghaaz


1:29 - "Sharī'at ka Fehm, Hikmat-e-Qur'aniya par Moqoof aur Is ka Inkaar Bara Makr-o-Fareeb"

3:35 - "Khandan-e-Wali-Allahi ka Hikmat-e-Qur'ani ke Ihya aur Fehm-e-Deen ki Tajdeed ki Wasee Shara'ah ka Ta'een"

4:59 - "Guzishta Khutbaat-e-Jumma mein Hikmat ke Mukhtalif Pehluon ka Khulasa"

8:39 - "Wali-Allahi Mufakkireen aur Mujaddideen ki Badi Khasoosiyat; Hikmat-e-Amli ki Asas par Deen ka Fehm aur Shaoor"

14:53 - "Silsila-e-Wali-Allahi ke is Faz se Puri Dunia Mustafeed Hui"

16:25 - "Deeni Hikmat-e-Ilmi ki Bunyad par Wali-Allahi Fikr ki Tafheem, Aaj ke Dor ki Badi Zarurat"

24:07 - "Shara'at ki Amli Misalon se Hikmat-e-Amli ki Wazahat (Shah Sahib ke Fikr ka Kamal)"

28:35 - "Har Dor ke Haalaat ki Munasib Hikmat-e-Amli ke Tehat Zimni Qanoon Sazi ka Amal, Nazar Fiqh Hanafi ka Imitazi Pehlu"

33:52 - "Dor ke Makhsoos Taqazoun ke Tehat Zimni Qanoon Sazi ko Asal Shariaat Qarar Dena, Dor-e-Zawal ka Bara Dajjal aur Hikmat-e-Amli Nah Samajhne ka Natija"

40:09 - "Wali-Allahi Jamaat ne Hikmat-e-Amli ki Asas par Qur'ani Hakeem Seekha aur Sikhaya"

54:18 - "Shah Sahib ka Qur'ani Hikmat-e-Amli 'Al-Jadddah Al-Qawwiyah' (Wazeh aur Durust Shara'ah ke Amli Nizam) ki Wazahat"

58:44 - "Shah Sahib ka Hikmat-e-Amli ke Tanazur mein Mughlia Saltanat-e-Islamia ki Farsodgi ka Jayeza aur Naye Nizam ka Qiyam"

01:00:54 - "'Al-Tafhimat Al-Ilahiyyah' mein Shah Sahib ka Hikmat-e-Amli ke Pesh-e Nazar Dor ke Tamam Farsuda Tabqat ki Nishan Dahi"

01:01:46 - "Shah Abdul Aziz, Khwaja Amin Wali-Allahi, aur Shah Muhammad Ashiq Phalti ka Jaddah-e-Qawwiyah ke Furugh mein Kirdar"

01:06:28 - "Shah Abdul Aziz ka Hikmat-e-Amli aur Siyasi Shaoor ki Asas par Fatawa Dar-ul-Harb; Maulana Sindhi ka Ahem Qanooni Nuktah"

01:09:57 - "Shah Abdul Aziz ka Hukumati Nizam o Nasq ke Liye Mutabadil Qayadat ki Tayyari, Jadojehad aur Jamaat ka Amli Kirdar"

01:12:49 - "Angrez Samraj ke Muqable par Azadi ki Jadojehad ke Khilaf Adam-e Khurooj ke Fiqhi Juziye se Istadlal, Hikmat-e-Amli ki Asas par Qabil-e Rad"

01:14:09 - "Maulana Muhammad Qasim Nanotvi ka Hikmat-e-Amli ke Pesh-e Nazar Fikr-e-Wali-Allahi ko Urdu mein Muntaqil Karna; Hazrat Sindhi ka Umda Tajziya"

01:18:13 - "Angrez Samraj ka Shariaat ke Naam par Dajjal o Fareeb, Propaganda aur Hikmat-e-Amli se Aari Mazhabi Tabqat Paida Karna"

01:20:42 - "Hazrat Sheikh-ul-Hind ke Haan Shah Sahib Aakhri Ehtihartiy"

01:21:29 - "Hazrat Shah Abdul Rahim Rai Puri ki Afkar-e-Shah Wali-Allah se Walaana Mohabbat"

01:22:27 - "Hazrat Sheikh-ul-Hind ke Muhaqqiq Shagirdon ke Haan bhi Jaddah-e-Qawwiyah ko Bunyadi Hisyat Hasil"

01:23:38 - "Mufti Kifayatullah Dehlvi ka Siyasi Shaoor ki Asas par Ulama-e-Islam ke Unwan se Jamaat ke Khilaf Fatawa"

01:25:28 - "Hikmat-e-Amli ke Usool par Hazrat Shah Abdul Qadir Rai Puri ki Taraf se Hazrat Muddani ki Taeed"

01:27:56 - "Hazrat Shah Abdul Aziz Rai Puri aur Hazrat Shah Saeed Ahmed Rai Puri ka Hikmat-e-Amli ki Bunyad par Fikr-e-Wali-Allahi ke Furugh mein Ahem Kirdar"

01:28:36 - "Mujaddid-ul-Asr Shah Saeed Ahmed Rai Puri ka Pakistan mein Hikmat-e-Amli ki Asas par Naam Nihad Afghan Jihad ke Khilaf Kirdar"

01:31:51 - "Jahil, Lalachii, aur Mufad Parast Afrad ka Makr-o-Fareeb aur Dhoka Dahi"

01:35:30 - "Shah Saeed Ahmed Rai Puri ne Wali-Allahi Fikr ki Taleem Shah Abdul Aziz Rai Puri se Hasil ki"


Paish kardah Idara Rahimia 'Ulam-e-Qurania , Lahore. Pakistan"
https://www.rahimia.org/
https://web.facebook.com/rahimiainstitute/

پلے لسٹس
خطباتِ
وقت اندراج
جنوری 15, 2024