خطبہ جمعہ/مقاصدِ حج اور معاشرتی اضطراب کے اسباب / مفتی عبدالخالق آزاد رائے پوری

تفصیل

23 June 2023 / 04 Zul-Hijjah 1444

Maqasid-e Hajj aur mu'aashirati izteraab ke asbaab

Khutba-e-Jumu'ah al-Mubarak:
Hazrat Maulana Shah Mufti Abdul Khaliq Azad Raipuri

Masnad Nasheen Khanqah Aaliya Rahimia Raipur
Director General of Rahimia Institute of Quranic Sciences Lahore.

Khutbe ki Rahnuma: Ayat-e-Qur'ani o Hadees-e-Nabwi (ﷺ)

1۔ ”وَ اَذِّنْ فِی النَّاسِ بِالْحَجِّ یَاْتُوْكَ رِجَالًا وَّ عَلٰى كُلِّ ضَامِرٍ یَّاْتِیْنَ مِنْ كُلِّ فَجٍّ عَمِیْقٍۙ“۔ (22 – الحج: 27)
ترجمہ: ”اور پکار دے لوگوں میں حج کے واسطے، کہ آئیں تیری طرف پیروں چل کر، اور سوار ہو کر دُبلے دُبلے اونٹوں پر، چلے آئیں دور راہوں سے“۔

2۔ ”وَ اِذْ جَعَلْنَا الْبَیْتَ مَثَابَةً لِّلنَّاسِ وَ اَمْنًا ؕ وَ اتَّخِذُوْا مِنْ مَّقَامِ اِبْرٰهٖمَ مُصَلًّى ؕ“۔ (2 – البقرہ: 125)
ترجمہ: ”اور جب مقرر کیا ہم نے خانہ کعبہ کو اجتماع کی جگہ لوگوں کے واسطے اور جگہ امن کی، اور بناؤ ابراہیم کے کھڑے ہونے کی جگہ کو نماز کی جگہ“۔

حدیثِ نبوی ﷺ :
”أَيُّهَا النَّاسُ قَدْ فَرَضَ اللّٰهُ عَلَيْكُمُ الْحَجَّ فَحُجُّوا“۔ (صحیح مسلم، حدیث: 3257)
ترجمہ: ”لوگو ! تُم پر حجّ فرض کیا گیا ہے، لہٰذا حجّ کرو“۔

... ... ... ... Khutbe ke chand markazi nikat ... ... ... ...


✔️ Makkah Muazzamah sha'air Allah ka markaz hai aur is ki tareekhi aur deeni ahmiyat
✔️ Hajj ke lughwi ma'ani o mafhoom aur is ki deeni ahmiyat aur azmat
✔️ Farz-e-Hajj ki adaigi aur qubooliyat mein rizq-e-halal aur mehnat ke maal ki ahmiyat
✔️ Aman ki ahmiyat aur naguzeerat Qur'an Hakeem ki nazar mein aur us ke tawaazun
✔️ Logon ko beghar karne ka jurm aur sochne walay zehnon ke tark-e-watan (Brain drain) ki asri shaklein
✔️ Pakistan se bahir-e-mulk nojawanon ke faraar ke samaji o maashi asbaab
✔️ Yunan jaati kashti ke sanhah ke tanazur mein maashrati almiya aur jurm ki murtakib quwatun ka tajziyah
✔️ Insani smuggling ke karobar ka bhayanak chehra aur apne watan ki ahmiyat ka ehsas
✔️ Insani smuggling ke peechhe mafiya aur gangs ko be-naqab karne ki zaroorat
✔️ Mashrey mein khof-o-hiras ka mahaul Bartanvi isti'mari daur ki yadgar hai
✔️ Maqasid-e Hajj ke tanazur mein mojuda maashrati izteraab ka jaeza
✔️ Maidan-e-Arafat ki jadeed sahulatain aur maqasid-e Hajj mein jismani mushaqqat ka maqsad
✔️ Qaum sazi mein nojawanon ki ahmiyat aur un ki tarbiyat ki zaroorat


Paish kardah Idara Rahimia 'Ulam-e-Qurania , Lahore. Pakistan"
https://www.rahimia.org/
https://web.facebook.com/rahimiainstitute/

پلے لسٹس
خطباتِ
وقت اندراج
جون 26, 2023