خطبہ جمعہ/ رمضان المبارک کی دینی اہمیت اور تربیتی و اجتماعی تاثیرات/ مفتی عبدالخالق آزاد رائے پوری

تفصیل

17 March 2023 / 24 Shaban 1444

Ramadan ul Mubarik ki Deeni Ahmiyt aur Tarbisti o Ijtimai Taseerat

Khutba Jumma
Hazrat Molana Mufti Abdul Khaliq Azad Raipuri

Ayat e Qurani:
یٰۤاَیُّهَا الَّذِیْنَ اٰمَنُوْا كُتِبَ عَلَیْكُمُ الصِّیَامُ كَمَا كُتِبَ عَلَى الَّذِیْنَ مِنْ قَبْلِكُمْ لَعَلَّكُمْ تَتَّقُوْنَۙ۔ (2 – البقرۃ: 183)
ترجمہ: ”اے ایمان والو ! فرض کیا گیا تم پر روزہ، جیسے فرض کیا گیا تھا تم سے اگلوں (پہلے لوگوں) پر، تاکہ تم پرہیزگار ہوجاؤ“۔

Hadees:
”مَنْ صَامَ رَمَضَانَ إِيمَانًا وَاحْتِسَابًا، غُفِرَ لَهُ مَا تَقَدَّمَ مِنْ ذَنْبِهِ“۔ (صحیح بخاری، حدیث: 1901)
ترجمہ: ”جس نے رمضان کے روزے ایمان کے ساتھ اور احتساب کی نیت سے رکھے، اس کے گزشتہ تمام گناہ معاف کر دیئے جائیں گے“۔

Khutba k Markazi Nikaat:
Allah talah ka Khalifa Kon ho skta hai? Allah ke Khalifa k bunyadi Ahliyt.
Hazrat Ibrahim (A.S) ka Taluq Ma Allah ke liya Insaani Rooh ko Zariya bnane ka Karnama.
'Insaan' Rooh aur Nafs par Mushtamil hai. Marfat e Khudawandi is ki Zaroorat hai.
Taluq Ma Allah ky liya haneefi Usool aur Us ka Amli Tareeqa Kar.
Kainaat aur insaan ke Mutalia ky liya Zaman o Makan ki Ahmiyt
Ashiya aur Zaman o Makan (Time and Space) mai Taseerat e Ilahi ka Nizaam
Arif billah aur alam billah ka farq aur alam billah ki Khasoosiat
Saal ky barah(12) mahino ki Taqseem aur in ky Asraar o Taseerat ka Nizaam
Hurmat ky Char (4) Mahino ky Bad Ramadaan ul Mubarik ki Khasoosi Taseer
Quraan o Hadees sy Sabit Shuda Ramdaan ul Mubarik ki do (2) Lazmi Khasosiaat.
Ramdaan ul Mubarik ke Roza ky Zariya Insaan ki Roohani Tarqi aur Kaifiaat.
Kurh e Arz par Khusoosi Taseerat ky baz Khasoosi Mukhtlif Auqaat
Khusoosi Auqaat Rozana (5 Namaazen), Hafta War (Jumma), Mahana (Ayaam e Beiz) , Salaana (Ramdaan ul Mubarik ke Roza).
Rozana, Hafta waar, Mahana aur Salana Ibadaat ki Ijtimai aur siyasi Ahmiyat.
Jismani, Tibbi aur Rohani Asraat o Nataij ke hawalay se roze ka aafaqi tasawwur.
Deen e Islam mein Rozon ka Muqarara Nisaab Sabiqa nisabon ke Muqablay mein Motadil hai.
Quran ke nuzool ki Rohaniyat khilafat Qubra aur Nizam Adal ke qiyam ki Raah hamwar karti hai.
Ijtimaiyat aur Tahazeeb Nafs mein tilawat e Quran hakeem aur rozay ka bunyadi kirdaar.
Jaisay faslun ki kaasht mein mousamoo ka lehaaz rakha jata hai, aisay hi Aamaal ke Nataij mein bhi Dinon ka kirdaar hai.
Khush dili se Ramadan ul Mubarak ke qiyam aur ihtimaam ki Deeni Ahmiyat.
Ramadaan ul Mubarak ke istaqbaal aur tayari ke liye Hazrat Muhammad (S.A.W.W) ka Mamool.
Deegar Ibadaat ki terhan ramadaan mein Ijtima ki Deeni o Tarbiati Ahmiyat.


Presented by Rahimia Institute of Quranic Sciences, Lahore Pakistan
https://www.rahimia.org/
https://web.facebook.com/rahimiainstitute/

پلے لسٹس
خطباتِ
وقت اندراج
مارچ 19, 2023