خطبہ جمعہ/قرآنی اصطلاح ’’اَلَدُّ الخِصَامِ‘‘ کے تناظر میں .../ مفتی عبدالخالق آزاد رائے پوری

تفصیل

12 May 2023 / 21 Shawwal al-Mukarram 1444

Qurani istilah 'Aladul Khisam' ke tanaasur mein mulki girohon aur riyasti idaaron ke sangdil tareeqay-e-amal aur mafadati nafsiyat ka tahlil o tajziyah."


Khutba-e-Jumu'ah al-Mubarak:
Hazrat Maulana Shah Mufti Abdul Khaliq Azad Raipuri

Masnad Nasheen Khanqah Aaliya Rahimia Raipur
Director General of Rahimia Institute of Quranic Sciences Lahore.

Khutbe ki Rahnuma: Ayat-e-Qur'ani o Hadees-e-Nabwi (ﷺ)

"Ayat-e-Qur'ani"
”وَ مِنَ النَّاسِ مَنۡ یُّعۡجِبُکَ قَوۡلُہٗ فِی الۡحَیٰوۃِ الدُّنۡیَا وَ یُشۡہِدُ اللّٰہَ عَلٰی مَا فِیۡ  قَلۡبِہٖ  ۙ وَ ہُوَ  اَلَدُّ  الۡخِصَامِ، وَ اِذَا تَوَلّٰی سَعٰی فِی الۡاَرۡضِ لِیُفۡسِدَ فِیۡہَا وَ یُہۡلِکَ الۡحَرۡثَ وَ النَّسۡلَ ؕ وَ اللّٰہُ  لَا  یُحِبُّ الۡفَسَادَ“۔ (2 – البقرۃ: 204-205)
Tarjuma: aur baaz aadmi woh hai keh pasand aati hai tujh ko us ki baat dunya ki zindagani ke kaamon mein, aur gawah karta hai Allah ko apne dil ki baat par, aur woh sakht jhagraloo hai. Aur jab phiray tere paas se to daudta phiray mulk mein, taakeh us mein kharabi daale aur tabah kare kheetiyaan aur jaanein, aur Allah napasand karta hai fasaad ko.

"Hadees-e-Nabwi (ﷺ)"
حدیثِ نبوی ﷺ: ”إِنَّ أَبْغَضَ الرِّجَالِ إِلَى اللّٰه الْأَلَدُّ الْخَصِمُ“. (الصحیح للبخاری، حدیث: 7188)

Tarjuma : Allah ke nazdeek sab se mabghoodh woh shakhs hai jo sakht jhagraloo ho


... ... ... ... Khutbe ke chand markazi nikat ... ... ... ...


0:00 Aghaaz Khutba

1:41 Quran Hakeem ka mauzu aur Ijtima'iyat mein us ki usooli rehnumai

5:29 Fasadat aur Anarqi masharoon ke liye zehr-e-qatil aur tabah kun hoti hai

7:19 Luchay daar guftagu karne wale baatoni logon ke rawaye aur khofnaak azaim

13:26 Jhagralu aur ziddi qisam ke log masharay mein bad-amni paida karte hain

14:45 Qurani istilah 'Aladul Khisam' ka maa'ini o mafhoom aur asri intibaq

27:39 Izzat balbur aur izzat balsar ka farq aur shrapasand anasir ki nafsiyat

31:13 Meethi guftaar ke hamil sakht dil aur mufad parast mazhabi shanaakht rakhne wale tabqay

40:32 Bura'ezim ko ghulam banaye jaane ke talkh tareekhi haqaiq ki roedad

50:07 Isti'maari dour ki yaadgaar beurokrasi ke tareeqa-e-wardaat

52:32 Awaam ke jazbaat ko bhadka kar bad-aamni aur anarqi paida karna

54:10 Islam, adl aur jamhooriyat ke purkashish naamoon ki aar mein isti'maari maqsad ki aabiyari ka amal

59:57 Aadalatana mushawarat aur saleh ijtima'iyati idaroon ka baham naguzeer talluq

1:01:49 No-abadiyati dour ki band-o-basti jamhooriyat aur ghaddar khandanon ki hukoomtain

1:08:32 Pakistani masharay mein taqseem dar taqseem ke amal ke nateejay mein intishar

1:10:15 Nizam ke mukhtalif tabqon ke darmiyan mojooda kashmakash ka sha'uri tajziyah

1:15:08 Asal issue mali loot khisot aur istihsaal ko pas-e-posht daalne ki siyasi kari

1:17:36 Sarmayadaranah nizam mein election ki haasit aur is mein hissa lene wale alahkaar gruph

1:27:09 Fitna-e-musta'ira ki tareef, ahwaal o asaar aur alamaat o nataij

Paish kardah Idara Rahimia 'Ulam-e-Qurania , Lahore. Pakistan"
https://www.rahimia.org/
https://web.facebook.com/rahimiainstitute/

پلے لسٹس
خطباتِ
وقت اندراج
مئی 15, 2023