حجۃ اللہ البالغہ | 025 | عالم برزخ میں لوگوں کے مختلف احوال | مفتی عبدالخالق آزاد رائے پوری

تفصیل

Ahadees e Nabavia (S.A.W) ki roshani mein deen e islam ke marboot falsafah "ilm-e-Asrar-e-deen'' par mabni mujaddad e millat Imam Shah walii Allah DEHALVI ki maya naz tasneef "Hujjat Allah al Baligha" ke Hafta waar Darus


Dars: 25

Mabhasht-e-doom: Dunya ki zindagi mein aur marnay ke baad saza o jaza ki kaifiyat

Bab: 3 "Aalam-e-Barzakh mein insanon ke mukhtalif halat ka jaiza"

Mudarris:

Hazrat Maulana Shah Mufti
Abdul Khaliq Azad Rai Puri

Dated: 11 July 2018

Bamaqam: Idara Rahimiya Ilmiya (Trust) Lahore

... Dars Ke Chand Bunyadi Nukat ...

👇

0:00 Agaz e Dars

0:16 Guzishta do dars ka khulasa

2:22 Insan ke char mawatin o maqamat (Dunya, Barzakh, Hashr, aur Jannat/Jahannam) mein nasma barqarar rahe ga.

25:07 Aalam-e-Barzakh mein pehli qism: Ahl-e-Yaqzah (Al-Malaa al-A'la ke saath ta'alluq rakhnay waly logon) ke ahwaal aur Shah Sahib ka Awliya Allah ki ek Jamaat ka mushahida

40:50 Noor-e-A'mal-e-Mardiya, Noor-e-Yaddasht, aur Noor-e-Rahmat ki wazahat

46:15 Aalam-e-Barzakh mein dusri qism: Ahl-e-Yaqzah ke qareeb tar logon ke haalat

48:01 Khawab ki haqeeqat aur hiss-e-mushtarik ki wazahat

58:52 Insan apnay jismani mizaj ke mutabiq khawab mein cheezain dekhta hai.

1:02:36 Noma-e-Bahimi mein anay walay khawabat, insani khayalat ke tabe ho tay hain.

1:05:34 Barzakh mein Noma-e-Tabii wale shakhs ke ahwaal khawab ki manind aur yaqzan-baltabi wale jagne ki halat mein hotay hain.

1:16:59 Aalam-e-Barzakh mein teesri qism: Bahimiyat o Malkiyat-e-Zaeefah (Al-Malaa as-Safil ke saath ta'alluq rakhnay waly logon) ke haalat

1:21:40 Shah Sahib ne Aalam-e-Barzakh mein teesri qism ke logon ko ek ajeeb misal se samjhaya hai.

1:30:48 Teesri qism ke baaz afraad ki Aalam-e-Barzakh mein madi zarooriyat puri ki jati hain.

1:34:51 Teesri qism ke jo afraad jabilli tor par shaitani mizaj ke hamil hotay hain, woh shayateen se ja milte hain.

1:38:43 Aalam-e-Barzakh mein chauthi qism: Bahimiyat-e-Qawiya aur Malkiyat-e-Zaeefah (Ahl-e-Tasaluh) walon ke ahwaal

1:45:47 Aalam-e-Barzakh Aalam-e-Dunya ke baqaya jat mein se hai.






Presented by Rahimia Institute of Quranic Sciences, Lahore Pakistan
https://www.rahimia.org/
https://web.facebook.com/rahimiainstitute/

پلے لسٹس
حُجّةُ اللّٰه البالِغة
وقت اندراج
اپریل 28, 2023