حجۃ اللہ البالغہ | 024 | موت کی حقیقت | مفتی عبدالخالق آزاد رائے پوری

تفصیل

Ahadees e Nabavia (S.A.W) ki roshani mein deen e islam ke marboot falsafah "ilm-e-Asrar-e-deen'' par mabni mujaddad e millat Imam Shah walii Allah DEHALVI ki maya naz tasneef "Hujjat Allah al Baligha" ke Hafta waar Darus


Dars: 24

mabhas e dom: dunya ki zindagi me aur marny ky baad saza o jaza ki kyfiat

Bab: 02
Unwan:
Maot ki haqeeqat ka bayan

Mudarris:

Hazrat Maulana Shah Mufti
Abdul Khaliq Azad Rai Puri

Dated: 04 July 2018

Bamaqam: Idara Rahimiya Uloom e Quraniyah (Trust) Lahore

... Dars Ke Chand Bunyadi Nukat ...

👇

0:00 Agaz e Dars

0:15 Maut ki haqeeqat se mutaliqi tahmidi guftagu

4:53 Kaynat al-Jaww: Kaynat mein anasir ki tarkib mein ghair-kimiya'i amal ki tohmat aur tashreeh

25:13 Kimiya'i amal se mutaliq scientist Sir James ki shandar behas

29:09 Kura-e-Arz mein anasir ka kimiya'i ta'amul: Kaynat mein makhlooqat se mutaliq Shah Sahib ka nazriya irtiqaa

57:20 Dunya mein koi surat baghair madday ke apna wujood nahi rakhti.

1:07:26 Maut, nasme aur jism mein judai ka naam hai.

1:18:24 Bab mein mazkoor pehla faida: Kuch a'mal qalbi da'iy se aur kuch kaam kisi aariz ki wajah se hote hain.

1:24:30 Bab mein mazkoor doosra faida: Yaqzaan baltabi (tab'i taur par bidar maghz) aur Wa sunan baltabi (tab'i tor par ghaafil) ke haalat wasafat.

1:28:17 Bab mein mazkoor teesra faida: Marne ke baad nasme mein woh a'mal mahfuz hote hain jo dil ke daiye se anjaam diye jate hain.

1:37:40 Bab mein mazkoor chautha faida: Marne ke baad malkiyat par bahimiyat ke asrat ke nataej.

1:40:00 Malkiyat ke munafrat o munasabat amoor.







Presented by Rahimia Institute of Quranic Sciences, Lahore Pakistan
https://www.rahimia.org/
https://web.facebook.com/rahimiainstitute/

پلے لسٹس
حُجّةُ اللّٰه البالِغة
وقت اندراج
اپریل 26, 2023