حجۃ اللہ البالغہ | 022 | مجازات کے اسباب | مفتی عبدالخالق آزاد رائے پوری

تفصیل

Ahadees e Nabavia (S.A.W) ki roshani mein deen e islam ke marboot falsafah "ilm-e-Asrar-e-deen'' par mabni mujaddad e millat Imam Shah walii Allah DEHALVI ki maya naz tasneef "Hujjat Allah al Baligha" ke Hafta waar Darus


Dars: 22

Hujjatullah al-Balighah ka mabhas-e awwal: Asbab takleef-e insani aur mujazat-e amal

Bab: 13

(Mabhas-e awwal ka aakhiri bab)

Insani a'maal ki saza o jaza ke asbab ka bayan


Mudarris:

Hazrat Maulana Shah Mufti
Abdul Khaliq Azad Rai Puri

Dated: 09 May 2018

Bamaqam: Idara Rahimiya Uloom e Quraniyah (Trust) Lahore

... Dars Ke Chand Bunyadi Nukat ...


0:00 Agaz e Dars

0:17 Mabhas-e awwal ke sabiqah abwab ka khulasa is bab se un ka rabt

4:21 Saza o jaza ke do bunyadi o markazi asbab mein se pehla sabab "Nafs-e natqah" par nadamat, hasrat o takleef ka izhar

9:11 "Nafs-e natqah" par nadamat, hasrat o takleef ke izhar ki surtein

13:48 Saza o jaza ke pehle usool ka ta'alluq insaan ke infiradi a'maal se hai

15:08 Saza o jaza ka doosra sabab "Hazeerat al-Quds ki tawajjah" ka ta'alluq ijtima'i insani a'maal se hai

16:38 Mala-e A'la ke farishton ki dua se saza o jaza ka amal aur us ki chand shaklain

25:06 Allah ki anayat o mehrbani ka taqaza: Qawwani ki pabandi par jaza aur qanoon shikni par mawazna

27:23 Saza o jaza ke do usoolon se be shumar qismain aur in do usoolon ke ta'alluq ki nuqiyat

32:05 Saza o jaza ke do usoolon mein ha'il rukawatein







Presented by Rahimia Institute of Quranic Sciences, Lahore Pakistan
https://www.rahimia.org/
https://web.facebook.com/rahimiainstitute/

پلے لسٹس
حُجّةُ اللّٰه البالِغة
وقت اندراج
اپریل 24, 2023