حجۃ اللہ البالغہ | 021 | ملکہ نفسانیہ سے اعمال وافعال کاتعلق | مفتی عبدالخالق آزاد رائے پوری

تفصیل

Ahadees e Nabavia (S.A.W) ki roshani mein deen e islam ke marboot falsafah "ilm-e-Asrar-e-deen'' par mabni mujaddad e millat Imam Shah walii Allah DEHALVI ki maya naz tasneef "Hujjat Allah al Baligha" ke Hafta waar Darus


Dars: 21

Hujjatullah al-Baligha ka mabhas awal: Asbab-e-Takleef-e-Insaani aur Majaazat-e-Amal

Bab 12: A'maal o Akhlaq ke Bahmi Rabt o Ta'alluq ki Noo'iyat

(Nafus-e-Qawiya aur Nafus-e-Za'ifah ke E'tibaar se A'maal ke Hayaat-e-Nafsaniyah (Akhlaq o Malkat) se Jurne ki Haqeeqat)

Mudarris:
Hazrat Maulana Shah Mufti Abdul Khaliq Azad Rai Puri

Tarikh: 02 May 2018 AD

Bamaqam: Idara Rahimiya Ilmiya (Trust) Lahore

... Dars ke chand bunyadi nukat ...

0:00 Agaz e Dars

0:14 Aamal se mutaliq sabiqa mabahis ka khulasa

08:19 ilaheyaat alnafsaniyah: Malakaat wa akhlaq ka ma'na wa mafhum

Akhlaq wa hayat-e-nafsaniyah ke aamal se rabt ki tozeeh

16:46 Nufus-e-qawiyya aur nufus-e-zaeefah ke aamal wa akhlaq ki noo'iyat

Amal wa khulq ki haqeeqat aur mazeed wazahat

29:58 Hayyat-e-nafsi, malakah aur khulq maa'nawiyat mein mushtarak lekin un mein daqiq farq

37:57 Nufus-e-qawiyya wa zaeefah ke aamal, un ke khulq ke izhaar ka aaina, misaloon se wazahat

45:21 Muashrat ki bunyad insani aamal ki zahiri shakal aur un ke hudood arb'ah ki taeen wa tawqit

51:49 Aamal baja lanay aur malkaat wa maharat mein nufus ki do qismain

1:04:49 Mala ala'i mein aamal ke mustaqil wujood ki se rehmat ya lanat ka izhaar

1:13:00 Mala ala'i mein aamal ke istaqrar (qarar pakarne) ki chand wajohat


Presented by Rahimia Institute of Quranic Sciences, Lahore Pakistan
https://www.rahimia.org/
https://web.facebook.com/rahimiainstitute/

پلے لسٹس
حُجّةُ اللّٰه البالِغة
وقت اندراج
اپریل 23, 2023