حجۃ اللہ البالغہ | 020 | اعمال کی نفس کے ساتھ وابستگی | مفتی عبدالخالق آزاد رائے پوری

تفصیل

Ahadees e Nabavia (S.A.W) ki roshani mein deen e islam ke marboot falsafah "ilm-e-Asrar-e-deen'' par mabni mujaddad e millat Imam Shah walii Allah DEHALVI ki maya naz tasneef "Hujjat Allah al Baligha" ke Hafta waar Darus


Dars: 20

Hujjatullah al-Baligha ka mubahisah awal: Asbab takleef-e-insani aur majaazat-e-amal

Bab: 11

Amal o ikhlaq ke insani nafs ke sath wabastagi aur saza o jaza ke liye har amal ke ihsa (hifazat) ka nizam

(Amal ki paidaish se lekar us ke insani ruh ki taraf lautne, insani ruh ke daman se wabastah honay aur mahfooz a'maal ki bunyad par hisab o kitaab aur jaza o saza ke marboot nizam ka taaruf)

Mudarris:
Hazrat Maulana Shah Mufti
Abdul Khaliq Azad Raye Puri

Bitarikh: 25 April 2018 AD

Bamaqam: Idara Rahimiya Ilmiya (Trust) Lahore


... Dars ke chand bunyadi nikat...

0:00 Agaz e Dars

0:17 Guzishta sabq mein zair-e-bahs guftagu "Khayalat o Khawater" ka khulasa

6:23 Bab ke anwan ki wazahat aur us par Quran o Hadith se dalail

A'maal o akhlaq ke nafs-e-natiqa se phootne, dobara nafs ki taraf lautne, us se naqabil tabdeel wabastagi aur
16:33 ihsa (mahfooz banane) ka marboot nizam

34:10 A'maal o akhlaq ke nafs-e-natiqa se phootne ke chand asbab

43:25 Nafs-e-natiqa se amal ki paidaish ka asal sabab insani jabillat hai, gard o paish ke mahool se us ki wazahat

49:07 A'maal o akhlaq ke nafs-e-natiqa ki taraf lautne ka matlab (bar bar amal se adat banna aur amal se nafs ka rangeen banna) aur hadith-e-Nabvi (peace be upon him)

1:01:56 Amal ka insani ruh ke daman se wabastagi ka maani o mafhum: Nafs mein mahfooz har pehle amal ka dosre amal ki paidaish ka sabab o illat banna aur majmui tor par a'maal ke silsila zanjiri ka wujood mein ana

1:20:54 A'maal ka ihsa (a'maal ko mahfooz banane ka amal) aur Shah Sahib ki apne zauq se ihsa ka lajawab tashreeh

1:37:27 Ihsa se mutaliq Shah Sahib ke muqaff ka imam Ghazali ki guftagu se taeed

1:42:05 Bab ka khulasa







Presented by Rahimia Institute of Quranic Sciences, Lahore Pakistan
https://www.rahimia.org/
https://web.facebook.com/rahimiainstitute/

پلے لسٹس
حُجّةُ اللّٰه البالِغة
وقت اندراج
اپریل 21, 2023