حجۃ اللہ البالغہ | 018 | انسانوں کے جبلی اور خلقی اختلاف | مفتی عبدالخالق آزاد رائے پوری

تفصیل

Ahadees e Nabavia (S.A.W) ki roshani mein deen e islam ke marboot falsafah "Ilm-e-Asrar-e-deen'' par mabni mujaddad e millat Imam Shah walii Allah DEHALVI ki maya naz tasneef "Hujjatullah Al Baligha" ke Hafta waar Darus

Dars: 18

Mabhas-e Awwal: Asbaab-e Takleef-e Insani aur Mujazat-e Amal

Bab : 09

Ghair Mutabadal Jabillat wa Fitrat ka Insan ke Teen Dairoon mein Asar:

Zuhur-e Akhlaq, Sadur-e A'maal aur Husool-e Maratib-e Kamaal

Mulkiat wa Behmiyat ki Mukhtalif Pehluon ke Tanazur mein Jabalat wa Fitrat par La Jawab aur Seer hasil Guftugu


Mudaris :
Hazrat e Aqdas Mufti Abdul Khaliq Azad Raipuri
Masnad Nasheen Khanqah Aaliya Rahimia Raipur
Director General of Rahimia Institute of Quranic Sciences Lahore.

11 Apr 2018
Rahimia Institute of Quranic Sciences Lahore.


Nikaat

0:24 ❶ Is Bab ka Ajmali Khaka aur Imam Shah Waliullah Dehlvi par Jabalat wa Fitrat se Mutaliq Ilm ki Khas Anayat-e-Ilahi

9:17 ❷ Fitrat wa Jabalat par Ahadees-e-Mubarakah aur Ayat-e-Qur'ani se Istidlal aur Imam Shah Waliullah ki La Jawab Tashrih wa Tafhim

17:52 ❸ Jabalat wa Fitrat ke I'tibar se Quwwat-e-Malakiat ke Do Daire: Mala-e-A'la aur Mala-e-Safil se Munasib Dono Quwaton ki Sifat

30:37 ❹ Jabillat wa Fitrat ke I'tibar se Quwwat-e-Behimiat ke Do Daire: Khalis wa Taqatwar Behmiat aur Kamzor wa Nazuk Behmiat ki Sifat wa Khasosiyat

40:33 ❺ Insan ki Malakiat wa Behmiat ke Ijtima se Takrao: Tajazub (Kashmakash) ya Tasalluh (Bahmi Sulah) ki Kefiyat se Aath Mumkinah Iqsam

59:23 ❻ Behmiat Shadidah aur Malakiat wa Behmiat mein Kashmakash ki Halat ka Ilaj Riyazat-e-Shaqah hai.

1:01:31 ❼ Behmiat-e-Shadidah aur Mulkiat-e-Aaliyah walon ki Mukhtalif Halatain

01:04:36 ❽ Mulkiat-e-Aaliyah aur Behmiat-e-Za'ifah wale Baray Umur (Siyasat wa Hukumat) se Alag Thalag aur Tawajoh illa Allah mein Mashgool Rehte Hain.

1:06:53 ❾ Behmiat Shadidah aur Malakiat-e-Aaliyah walon mein Mulk ka Nazam o Nisq Chalanay ki Salahiyat Mojud Hoti Hai.

01:08:17 ❿ Behmiat-e-Shadidah aur Unche Darjay ki Malakiat-e-Aaliyah walay Deen ki Ri'asat aur Dunya ki Siyasat ke Imam Hotay Hain, Jaise ke Ambiya aur Unke Khalifa

1:10:17 ⓫ Insaniyat ke Baray Sutoon, Sultan aur Ulu al-Amr Hazraat aur Unke Mut'ta'bin

01:14:03 ⓬ Ahl-e-Tajazub; Behmiat-e-Za'ifah aur Malakiat-e-Sufla ya Aaliyah walon ki Halat

01:15:41 ⓭ Jabalat wa Fitrat ke Usoolon ka Hasil-e-Kalam

پلے لسٹس
حُجّةُ اللّٰه البالِغة
وقت اندراج
اپریل 19, 2023