حجۃ اللہ البالغہ | 017 | تکلیف اور مجازات عمل | مفتی عبدالخالق آزاد رائے پوری

تفصیل

Ahadees e Nabavia (S.A.W) ki roshani mein deen e islam ke marboot falsafah "Ilm-e-Asrar-e-deen'' par mabni mujaddad e millat Imam Shah walii Allah DEHALVI ki maya naz tasneef "Hujjatullah Al Baligha" ke Hafta waar Darus

Dars: 17

Mabhas-e Awwal: Asbaab-e Takleef-e Insani aur Mujazat-e Amal

Bab : 08

Qanoon ki Pabandi ke Lazmi Amli Taqazay: Saza o Jaza ke Char Dairay

Mudaris :
Hazrat e Aqdas Mufti Abdul Khaliq Azad Raipuri
Masnad Nasheen Khanqah Aaliya Rahimia Raipur
Director General of Rahimia Institute of Quranic Sciences Lahore.

04 Apr 2018
Rahimia Institute of Quranic Sciences Lahore.


Nikaat


00:30 ❶ Guzashta Bab se Is Bab ka Rabt aur Hasil-e-Kalam
5:23 ❷ Pehla Daira; Akhlaq-e-Arba'a ya un ke Bilmuqabil Mutazad Bad Akhlaqiyon ki Bunyad par Saza o Jaza ka Amal
17:41 ❸ Dosra Daira; Mala-e-A'la ke Pehlu se Saza o Jaza ka Amal
38:23 ❹ Teesra Daira; Akhlaq o aqdaar par Mabni Tehreeri Aayin ki Asas par Saza o Jaza ka Amal
44:18 ❺ Mala-e-A'la ke Insani Jism par Asraat o Nafuz se Mutaliq Guftugu
59:06 ❻ Insani A'maal ka Rang Hazirat al-Qudus mein Munqash Hota Hai.
1:07:14 ❼ Lailatul Mubarakah ya Lailat al-Qadr; Mala-e-A'la ke Ijma' ka Waqt.
1:15:27 ❽ Chotha Daira; Akhlaq-e-Arba'a par Mabni Shar'iat ka Amli Nizam Banane wale Nabi ke Itibar se Saza o Jaza ka Amal.
1:19:54 ❾ Saza o Jaza ke Amal ke Pehle Do Pehluon ka Taluq Insani Fitrat se Hai.
1:23:42 ❿ Saza o Jaza ke Amal ke Teesre Pehlu ka Taluq Zamane ke Taghayyur o Tabdil se Badalta Raha Hai.
1:27:01 ⓫ Saza o Jaza ke Amal ke Chothay Pehlu ka Taluq Bai'sat-e-Anbiya, Nifaz-e-Shariat aur Itmam-e-Hujjat ke Baad Hai.



Presented by Rahimia Institute of Quranic Sciences, Lahore Pakistan
https://www.rahimia.org/
https://web.facebook.com/rahimiainstitute/

پلے لسٹس
حُجّةُ اللّٰه البالِغة
وقت اندراج
اپریل 18, 2023