حجۃ اللہ البالغہ | 014 | تقدیر سے تکلیف کا صدور حصہ اول | مفتی عبدالخالق آزاد رائے پوری

تفصیل

Ahadees e Nabavia (S.A.W) ki roshani mein deen e islam ke marboot falsafah "Ilm-e-Asrar-e-deen'' par mabni mujaddad e millat Imam Shah walii Allah DEHALVI ki maya naz tasneef "Hujjatullah Al Baligha" ke Hafta waar Darus

Dars: 14

Mabhas-e-awwal: Asbab-e-takleef-e-insani aur mujazat-e-amal

Bab: 7 (Hissa-e-awwal)

Takleef aur taqdeer ka baham talluq


Mudaris :
Hazrat e Aqdas Mufti Abdul Khaliq Azad Raipuri
Masnad Nasheen Khanqah Aaliya Rahimia Raipur
Director General of Rahimia Institute of Quranic Sciences Lahore.

14 Mar 2018
Rahimia Institute of Quranic Sciences Lahore.


Nikaat

0:37 ❶ Iss bab ka guzashta mubahis se rabt
2:45 ❷ Taqdeer ki haqeeqat aur kaainaat ka controlling markaz; looh-e-mahfooz
11:33 ❸ Insaan mein do taqdeeron ka ijtamaa aur itidal ke husool ke liye system ki pabandi
16:31 ❹ Nabatat ki taqdeer; un ki sakht, khawas aur taseerat ke tanaazur mein mashwara
30:04 ❺ Iss sawaal ''kisi cheez ko mutayyan khawas-o-sifat aur lawazimat kyun diye gaye hain?" ka jaiza
35:56 ❻ Hewanaat ki mutanawa'e aqsam ki waja se un ki imtiazi taqdeer
44:23 ❼ Insaan ki taqdeer; ma'adniyaat, nibatat aur hewanaat ki khaasosiyat ke sath-sath imtiazi ilmi wa aqli salahiyat
54:24 ❽ Insaan ke nafs par qalb, aur qalb par aqal havi honay ki ahmiyat
57:41 ❾ Nibatat aur hewanaat ki baqa ke liye dahili tadbeeri nizam un ki taqdeer hai.
1:12:02 Hazrat e insan ki tadeer


Presented by Rahimia Institute of Quranic Sciences, Lahore Pakistan
https://www.rahimia.org/
https://web.facebook.com/rahimiainstitute/

پلے لسٹس
حُجّةُ اللّٰه البالِغة
وقت اندراج
اپریل 14, 2023