حجۃ اللہ البالغہ | 013 | تکلیف کا راز | مفتی عبدالخالق آزاد رائے پوری

تفصیل

Ahadees e Nabavia (S.A.W) ki roshani mein deen e islam ke marboot falsafah "Ilm-e-Asrar-e-deen'' par mabni mujaddad e millat Imam Shah walii Allah DEHALVI ki maya naz tasneef "Hujjatullah Al Baligha" ke Hafta waar Darus

Dars:13

Mabhas-e-Awwal: Asbab-e-Takleef-e-Insaani aur Mujazat-e-Amal

Bab: 6

Insaano ko Mukallaf (Qanoon ke Paaband) Banane ka Raaz



Mudaris :
Hazrat e Aqdas Mufti Abdul Khaliq Azad Raipuri
Masnad Nasheen Khanqah Aaliya Rahimia Raipur
Director General of Rahimia Institute of Quranic Sciences Lahore.

07 Mar 2018
Rahimia Institute of Quranic Sciences Lahore.


Nikaat

0:52 ❶ Sabiqa dars ka khulasa
3:04 ❷ Takleef; insaano ko qanoon ka paaband banane ka raaz; ilm ka hasool aur 'adl ka qiyaam
11:02 ❸ Qanoon ki paabandi par aayat-e-Qur'ani se istidlal
20:23 ❹ Imam Ghazali aur Imam Baidawi ke haan 'amanat' se ma'arifat aur ahsan-e-taqweem ki badolat zimma dari ko qabool karna hai.
27:12 ❺ Imam Shah Waliullah Dehlvi ki insaan ke zulm-o-johal aur mukallaf banne ki lajawab aur munfarid tashreeh
31:46 ❻ Farishtay malaki khasosiat aur hewanat bahami taqazou ke paaband hain
39:11 ❼ Insaan mein do quwwaton; mulkiyat aur bahimiyyat ka imtizaaj aur ahsan-e-taqweem ki haqeeqat
43:15 ❽ Malkiyat aur bahimiyyat mein bahami takrao aur muzahimat ki haqeeqat
49:14 ❾ Nizam-e-ardi aur bahimi aur samaawi aur malaki par inayat-o-maddat-e-Ilahi
1:02:22 ❿ Insaan ki do quwwaton aur unki lutf-o-alam ki wazahat





Presented by Rahimia Institute of Quranic Sciences, Lahore Pakistan
https://www.rahimia.org/
https://web.facebook.com/rahimiainstitute/

پلے لسٹس
حُجّةُ اللّٰه البالِغة
وقت اندراج
اپریل 13, 2023