حجۃ اللہ البالغہ | 011 | سنت اللہ | مفتی عبدالخالق آزاد رائے پوری

تفصیل

Ahadees e Nabavia (S.A.W) ki roshani mein deen e islam ke marboot falsafah "Ilm-e-Asrar-e-deen'' par mabni mujaddad e millat Imam Shah walii Allah DEHALVI ki maya naz tasneef "Hujjatullah Al Baligha" ke Hafta waar Darus



Dars : 11

Mabhas e awwal: Asbaab e takleef e insani aur mujazat e amal




Mudaris :
Hazrat e Aqdas Mufti Abdul Khaliq Azad Raipuri
Masnad Nasheen Khanqah Aaliya Rahimia Raipur
Director General of Rahimia Institute of Quranic Sciences Lahore.

21 Feb 2018 / 04 Jumada- alukhra 1439

Rahimia Institute of Quranic Sciences Lahore.


Nikaat

0:22 ❶ Goshtah daros ka jamie khulasa
4:58 ❷ Sunnatullah; kainaat mein makhlooqat ko di gayi makhsoos quwwaton ki tarteeb ke nizam ka unwaan hai.
11:33 ❸ Is baab ka tasleem shuda ilmi qaida; Sunnatullah ki qarar waqiye haisiyat aur is par naqli o aqli dalail
9:22 ❹ Mukallaf qarar dene ki asas, insani istita'at hai.
30:21 ❺ Kainaat mein chay (6) quwwaton ki tarteeb aur un ki taseerat
49:45 ❻ Mezaan aur shan; chay (6) quwwaton mein tazad aur takrao ki surat mein faisla
57:58 ❼ Chay (6) quwwaton mein tarjeeh ke asbaab aur haalat ki riayat
1:14:37 ❽ Sawal (kya najoom mosar haqeeqi hain?) ka jawab.


Presented by Rahimia Institute of Quranic Sciences, Lahore Pakistan
https://www.rahimia.org/
https://web.facebook.com/rahimiainstitute/

پلے لسٹس
حُجّةُ اللّٰه البالِغة
وقت اندراج
اپریل 10, 2023