حجۃ اللہ البالغہ | 010 | ملاء اعلی حصہ دوم | مفتی عبدالخالق آزاد رائے پوری

تفصیل

Ahadees-e-Nabviya (S.A.W) ki roshni mein Deen-e-Islam ke marboot falsafa "Ilm-e-Asrar al-Deen" par mabni Mujaddid-e-Millat Imam Shah Waliullah Dehlvi (R.A) ki maaya-e-naaz tasneef "Hujjatullah al-Baligha" ke hafta war darsat

Dars: 10

Mabhas-e-awwal: Asbab-e-takleef-e-insani aur majaazat-e-amal

Bab: 3. (Hisa duom) Aalam-e-Misal mein kaar farmaan quwwatain; Farishton ka baalai nizam, Hazerat-ul-Qudos, Farishton ka zaireen nizam aur Shaytani quwwaton ke bil-muqaabil nizam ka byaan.


Mudaris :
Hazrat e Aqdas Mufti Abdul Khaliq Azad Raipuri
Masnad Nasheen Khanqah Aaliya Rahimia Raipur
Director General of Rahimia Institute of Quranic Sciences Lahore.

14 Feb 2018 / 27 Jumada aluola 1439

Rahimia Institute of Quranic Sciences Lahore.

Nikaat

0:42: Guzishta doroos ka jamea khulasa

16:42: Mala-e-Aala (Muqaddas Balai Majlis) ki sab se afzal qisam; noorani ajsaam aur nafus-e-kareema par mushtamil hai.

21:27: Mala-e-Aala ki doosri qisam

29:01: Mala-e-Aala ki teesri qisam; insani nafus (anbiya-e-karam, ashab-e-nabi aur awliya Allah) hain.

33:44: Mala-e-Aala har waqt Allah ki taraf mutawajjah rehte hain.

35:57: Mala-e-Aala ka doosra kaam

38:49: Hizratul Quds; Mala-e-Aala ke afzal tareen nafus ka rooh-ul-kul ke paas ijtema.

49:24: Hizratul Quds ka ijtama; maaash aur maaad ki kharabiyo ko rokne ke liye naye nabi ki baithat.

57:43: Moajizaat aur barkat ki sorat mein rooh-ul-Quds ki taeed; Mab'oos nabi ke liye Hizratul Quds ke ijtama ke lazmi iqdamat aur faislay.

1:04:52: Mala-e-Safal (Zair-een Majlis) ke nafus aur unke mufeeda umoor aur misali.

1:18:00: Mala-e-Safal ke balmaqabil shaitani quwwat; sifat aur umoor.

Presented by Rahimia Institute of Quranic Sciences, Lahore Pakistan
https://www.rahimia.org/
https://web.facebook.com/rahimiainstitute/

پلے لسٹس
حُجّةُ اللّٰه البالِغة
وقت اندراج
اپریل 04, 2023