حجۃ اللہ البالغہ | 009 | ملاء اعلی حصہ اول | مفتی عبدالخالق آزاد رائے پوری

تفصیل

Ahadees e Nabavia (S.A.W) ki roshani mein deen e islam ke marboot falsafah "Ilm-e-Asrar-e-deen'' par mabni mujaddad e millat Imam Shah walii Allah DEHALVI ki maya naz tasneef "Hujjatullah Al Baligha" ke Hafta waar Darus



Dars : 9

Mabhas e awwal: Asbaab e takleef e insani aur mujazat e amal

Bab:3- Alam e Misal mein kar frma quwatian; Farishton ka balai nizan

Mudaris :
Hazrat e Aqdas Mufti Abdul Khaliq Azad Raipuri
Masnad Nasheen Khanqah Aaliya Rahimia Raipur
Director General of Rahimia Institute of Quranic Sciences Lahore.

07 Feb 2018 / 20 Jumada aluola 1439

Rahimia Institute of Quranic Sciences Lahore.


Nikaat

0:22 ❶ Guzashta dars; kaainaat mein kaar farma chaar (4) kamalaat-e-ilahi (musslama qawaid) ka ijmaali jaiza

9:47 ❷ Aalam-e-misal mein kaar farma quwwatain; malaa'ika ka baalai o zairai nizam

11:59 ❸ Nizam-e-malaa'ika ki mukhtalif taabeeraat

16:33 ❹ Qur'an-e-hakeem mein 'arsh-e-ilahi ke haamilin malaa'ika (baalai nazam) ka tazkira aur mala-e-a'la ka saboot

27:27 ❺ Mala-e-a'la par ahadees-e-mubaraka ki rahnumai

37:15 ❻ Hadees ki roshni mein mala-e-a'la ke ekhtisaam (takrar o mubahysi) ki haqeeqat

50:34 ❼ Maulana Obaidullah Sindhi ki "fa'iza anaa birabbi tabaarak wa ta'ala fi ahsani sooratin" ki tozeeh

1:02:26 ❽ Mala-e-a'la ke saboot par digar ahadees-e-nabwiya (S.A.W)

1:07:34 ❾ Mala-e-a'la ke afazal malaa'ika ke channd bare bare umoor

1:14:03 ❿ Farishton ke ijtima'at; ar-rafiqul-a'ala, wan-nadiyul-a'ala, wal-malaa'ul-a'ala

1:19:04 ⓫ Mala-e-a'la mein insaani nufus shamil ya lahiq hote hain

1:21:48 ⓬ Qaza-e-Khudaawandi sab se pehle mala-e-a'la mein aata hai aur sharaa'ee ki manzoori yahan hoti hai

1:26:11 ⓭ Farishton se mutaliq la jawab tashreeh, Shah Sahib ki tasneef "al-lamhaat" ki roshni mein


Presented by Rahimia Institute of Quranic Sciences, Lahore Pakistan
https://www.rahimia.org/
https://web.facebook.com/rahimiainstitute/

پلے لسٹس
حُجّةُ اللّٰه البالِغة
وقت اندراج
اپریل 03, 2023