حجۃ اللہ البالغہ | 008 | عالم مثال | مفتی عبدالخالق آزاد رائے پوری

تفصیل

Ahadees e Nabavia (S.A.W) ki roshani mein deen e islam ke marboot falsafah "Ilm-e-Asrar-e-deen'' par mabni mujaddad e millat Imam Shah walii Allah DEHALVI ki maya naz tasneef "Hujjatullah Al Baligha" ke Hafta waar Darus



Dars : 8

Mabhas e awwal: Asbaab e takleef e insani aur mujazat e amal

Bab: 2 Alam e Misal aur alamgeer tajlitat o tadlitat ke nizam ka ta'ruf


Mudaris :
Hazrat e Aqdas Mufti Abdul Khaliq Azad Raipuri
Masnad Nasheen Khanqah Aaliya Rahimia Raipur
Director General of Rahimia Institute of Quranic Sciences Lahore.

31 jan 2018 / 13 Jumada aluola 1439

Rahimia Institute of Quranic Sciences Lahore.


Nikaat
1:13 - Sabiqa dars ka khulasa aur daira-e-takhliq-o-tadbir mein farq aur zat-e-ilahi ba bator muddabir-e-ka'inat

9:47 - Nizam-e-tajalliyyat-o-tadaliyyat; ka'inat mein tadbeer-e-ilahi ke liye kar-farma quwwatain aur tajalli o tadali mein farq

17:07 - Alam-e-misal (alam-e-malakut ka 'alam-e-nasoot se rabtay ka ghair-maddi 'alam) ki haqeeqat

20:31 - Ka'inat ki ma'naviyatain, maddi jism ka wujood-e-misali

28:41 - Alam-e-misal se aisi cheezon ka korah-e-araz par nazool, jin ka dunya mein koi jism nahi hota hai; jaise 'tajalli-e-taur'

43:07 - Alam-e-misal par ahadith-e-mubarakah ki rahnumai

1:20:41 - Alam-e-misal se mutaliq ahadith ke hawale se teen (3) aara aur Imam Shah Waliullah Dehlavi ka muqaf

1:33:17 - Shah Sahib ka apne muqaf ki taeed mein Imam Ghazali ki 'azaab-e-qabr' se mutaliq guftagu se istidlal

1:55:43 - Alam-e-misal ke marhaye; mila-e-a'la aur mila-e-safil par tamheed-e-guftagu

Presented by Rahimia Institute of Quranic Sciences, Lahore Pakistan
https://www.rahimia.org/
https://web.facebook.com/rahimiainstitute/

پلے لسٹس
حُجّةُ اللّٰه البالِغة
وقت اندراج
اپریل 01, 2023