خطبہ جمعہ/ قرآنی اصطلاح ’’البَلَد‘‘ اور سیرت ُالنبی ﷺ کے تناظر.../ مفتی عبدالخالق آزاد رائے پوری

تفصیل

10 March 2023 / 10 Shaban 1444

Qurani istilah "Al- Balad" aur Seerat-ul-Nabi (S.A.W) ke tanazur mein aman aur khushhali par mabni shehri haqooq ka ijtimai nizaam

Ayaat e Qurani

1۔ لَاۤ اُقْسِمُ بِهٰذَا الْبَلَدِۙ، وَ اَنْتَ حِلٌّۢ بِهٰذَا الْبَلَدِۙ، وَ وَالِدٍ وَّ مَا وَلَدَۙ، لَقَدْ خَلَقْنَا الْاِنْسَانَ فِیْ كَبَدٍؕ۔ (90 – البلد: 1 تا 4)
ترجمہ: ”قسم کھاتا ہوں میں اس شہر کی، اور تجھ پر قید نہیں رہے گا اس شہر میں، اور قسم ہے جنتے (والد) کی اور جو اس نے جنا (اولاد)، تحقیق ہم نے بنایا آدمی کو محنت میں“۔

2۔ وَ التِّیْنِ وَ الزَّیْتُوْنِۙ، وَ طُوْرِ سِیْنِیْنَۙ، وَ هٰذَا الْبَلَدِ الْاَمِیْنِۙ۔ (95 – التّین: 1 تا 3)
ترجمہ: ”قسم انجیر کی اور زیتون کی، اور طور سینین کی، اور اس شہر امن والے کی“۔

حدیثِ نبوی ﷺ:
”أحَبُّ البِلَادِ إلى اللهِ مَسَاجِدُهَا، وَأَبْغَضُ البِلَادِ إلى اللهِ أَسْوَاقُهَا“. (صحیح مسلم، حدیث: 1528)
ترجمہ: رسول اللہ ﷺ نے فرمایا: ”شہروں میں اللہ کے نزدیک سب سے پسندیدہ جگہ مسجدیں ہیں، اور اللہ کے نزدیک سب سے بُری جگہ بازار ہیں۔“


Hazrat Mufti Abdul Khaliq Azad Raipuri

Masnad Nasheen Khanqah Aaliya Rahimia Raipur
Director General of Rahimia Institute of Quranic Sciences Lahore.

Nikat

0:59 Anbiya Alaihomssalam durust ijtimaiyat ki tashkeel ke liye tashreef laatay hain
03:35 Ebadaat ka ijtimai nizaam' ijtimaiyat ko durust khutoot par qaim karne ki tarbiyat karta hai
4:41 Guzashta teen khutabat e juma ke mazameen par tairanah nazar
05:21 "Al-balad'' ka ma'na o ijtimai mafhum aur is ki bunyadi ijtimai ahmiyat
06:59 Quran e hakeem mein "Al-balad'' ka warood aur is ki ma'nawi khususiyaat
8:24 "Al-balad'' ke tanazur mein zameenon ki khoobiyan aur insani dilon aur dimaghon ke liye is ki tamseel
20:17 Makkah ki markaziat mein doo bunyadi shehri khasusiyat aman aur muashi khush haali
24:44 Ahl e Makkah ke tabqati nizaam ke baais is shehar ki dono mazkoorah khoobiyon ka khtama
32:22 Ashyaa ki taqdeer ka saada aur aam feham mafhuum aur is ke taqazay
36:11 "Al- Balad-ul-Ameen" (Makkah-ul-mukarramah) mein istihsali nizaam mein insani huqooq ki pamali
43:25 Fatah e Makkah par "Al-balad'' ki khususiyaat aur is ki shehriat ki bahaali
46:17 Siyasi aman aur muashi khush haali ke usolon par riyasat e Madinah ka qiyam
49:42 sharr-ul-bilaad (bura shehar) aur Khair-ul-bilaad" (Acha shehar) ke miyarat aur paimanay
51:37 Saleh baldeyati nizaam ki khoobiyan o khususiyaat aur unn ke asraat o nataij
57:13 Shehri zindagi ke bunyadi asasi usoolon ki ahmiyat aur un ke nataij
58 : :04 masjid-e-Nabvi ke tanazur mein masajid ka ijtimai samaji kirdaar aur un ki ahmiyat
1:04:08 Mujooda daur mein masajid ki halat-e-zaar aur unn ke haqeeqi kirdaar ke ihyaa ki zaroorat
1:07:31 Ghulami ki asas par barr e azeem mein noaabadyati nizaam ka qiyam aur asraat o nataij
1:08:38 Noaabadyati siyasi aur muashi nizaam ki tarha naam Nihaad mazhabi nizaam mein lout maar





Presented by Rahimia Institute of Quranic Sciences, Lahore Pakistan
https://www.rahimia.org/
https://web.facebook.com/rahimiainstitute/

پلے لسٹس
خطباتِ
وقت اندراج
مارچ 12, 2023