حجۃ اللہ البالغہ | 004 | مقدمہ حصہ سوم | مفتی عبدالخالق آزاد رائے پوری

تفصیل

Ahadees e Nabavia (S.A.W) ki roshani mein deen e islam ke marboot falsafah "Ilm-e-Asrar-e-deen'' par mabni mujaddad e millat Imam Shah walii Allah DEHALVI ki maya naz tasneef "Hujjatullah Al Baligha" ke Hafta waar Darus



Dars : 4

Hujjatullah Al Baligha
Muqadama Part:03
"Ilm-e-Asrar-e-deen'' ki tadween ke faw'id, Shah walii Allah DEHALVI ka manhaj e tadween aur munfarid ilmi nazria

Mudaris :
Hazrat e Aqdas Mufti Abdul Khaliq Azad Raipuri
Masnad Nasheen Khanqah Aaliya Rahimia Raipur
Director General of Rahimia Institute of Quranic Sciences Lahore.

20 Dec 2017 / 02 Rabi ul sa'ni 1439

Rahimia Institute of Quranic Sciences Lahore.


Nikaat


1:25 ❶ "Ilm-e-Asrar-e-deen'' ka pihla faida; Qanoon e Shariat ki masalig aur hikmaton ki asas par deen e Islam ka bahtoor nizam e fikar taaruf


16:11 ❷ "Ilm-e-Asrar-e-deen'' ka dosra faida; emaan ke baad itminan e qalab ki kefiyat aur sharah saddar ka husool


19:24 ❸ "Ilm-e-Asrar-e-deen'' ka tesra faida;

23:17 ❹ "Ilm-e-Asrar-e-deen'' ka chotha faida;

26:32 ❺ "Ilm-e-Asrar-e-deen'' ka panchwa faida;

41:21 ❻ "Ilm-e-Asrar-e-deen'' ka chata faida;

44:02 ❼ حدیث المصرّاۃ و حدیثِ قُلّتَین ki tardeed karne walay Fuqha ki raye ka tahleel o tajzia

56:33 ❽ "Ilm-e-Asrar-e-deen'' ki tadween mein Imam Shah walii Allah DEHALVI ka munfarid manhaj


1:02:50 تجلیٔ الٰہی اور عالمِ مثال se mutaliq Shah sahib ki jamhoor متکلمین se munfarid Ilmi raye


1:10:06 ❿ Aamaal aur ikhlaq ka aapas mein rabt aur al-qadar الملزم ( kaayenaat mein laazmi alamgir nizaam ) se mutaliq Shah sahib ka munfarid Ilmi nazriya


1:14:05 ⓫ Imam Shah walii Allah DEHALVI ki jamhoor se munfarid Ilmi raye ki asas' Quran o sunnat aur mohaqiqeen ulmaye rabbanieen ke Aqwal par mabni hai



Presented by Rahimia Institute of Quranic Sciences, Lahore Pakistan
https://www.rahimia.org/
https://web.facebook.com/rahimiainstitute/

پلے لسٹس
حُجّةُ اللّٰه البالِغة
وقت اندراج
مارچ 07, 2023