حجۃ اللہ البالغہ | 003 | مقدمہ حصہ دوم | مفتی عبدالخالق آزاد رائے پوری

تفصیل

Ahadees e Nabavia (S.A.W) ki roshani mein deen e islam ke marboot falsafah "Ilm-e-Asrar-e-deen'' par mabni mujaddad e millat Imam Shah walii Allah DEHALVI ki maya naz tasneef "Hujjat Allah al Baligha" ke Hafta waar Darus



Dars : 3️⃣

Hujjat Allah al Baligha
Muqadama Part:02


Mudaris :
Hazrat e Aqdas Mufti Abdul Khaliq Azad Raipuri
Masnad Nasheen Khanqah Aaliya Rahimia Raipur
Director General of Rahimia Institute of Quranic Sciences Lahore.

13 Dec 2017 / 25 Rabi ul awal 1439

Rahimia Institute of Quranic Sciences Lahore.


Nikaat

0:00 agaz

0:33 ❶ muqadme ki doosri behas: Shariat ke ahkaam o aamaal ke baray mein Shariat ki muqtadir hesiyat aur nizaam ke munkrin ke farsodah tasawurat

17:04 ❷ Shariat mein halal o haraam ka sabab' qzaye khuda wandi hai

29:31 ❸ Ahkaam e shariyah par amal daraamad mein aqal e mehez miyaar nahi hai

36:51 ❹ Shariat ke ahkamaat aik marboot nizaam ke tehat hain; ahadees ki roshni mein tozeeh o tashreeh

47:27 ❺ Aqal ke sath sath nizam fikar ki pabandi; deen ke ahkamaat ke mutaliq Imam Shah walii Allah DEHALVI ki mutawazan raye

50:29 ❻ Muqadma ki teesri behas : Ahkaam e shariyah maslih o elal (مصالح و عِلل) ke sath marboot hain

58:23 ❼ "Ilm-e-Asrar-e-deen'' ki tafseelaat bohat mushkil aur gehri hain is ki tadween par pehla aitraaz aur is ka hakeemana andaaz mein tajzia

1:08:10 ❽ Salf e Saliheen ki taraf se is ilm ki tadween nah karne ke aitraaz ka jaiza

1:17:30 ❾ Salf e Saliheen ko "Ilm-e-Asrar-e-deen'' ki tadween ki zaroorat kyun paish nahi aayi?

1:24:04 ❿ Furoi ikhtilafat aur deen ke ahkamaat mein shukook o shubhat peda honay ke daur mein "Ilm-e-Asrar-e-deen'' ki nagzirit

1:27:46 ⓫ "Ilm-e-Asrar-e-deen'' ki taleem o aagahi se mutaliq imam Shah walii Allah DEHALVI ki rahnumai


Presented by Rahimia Institute of Quranic Sciences, Lahore Pakistan
https://www.rahimia.org/
https://web.facebook.com/rahimiainstitute/

پلے لسٹس
حُجّةُ اللّٰه البالِغة
وقت اندراج
فروری 19, 2023