خطبہ جمعہ/ حکمتِ ربانی کی بنیاد پر قائم عادلانہ نظاموں کے نتائج.../ مفتی عبدالخالق آزاد رائے پوری

تفصیل

27 Jan 2023 / 4 Rajab ul Murajjab 1444

JHikmat e Rabbani ki bunyaad par qaim aadlanha nizamon ke nataij ki roshni mein qaumi mafadaat ke dushman Pakistani nizaam ka jaiza

Hazrat e Aqdas Mufti Abdul Khaliq Azad Raipuri

Masnad Nasheen Khanqah Aaliya Rahimia Raipur
Director General of Rahimia Institute of Quranic Sciences Lahore.

0:00 Aghaz Khutba aur tamheedi guftagu
5:23 Bilad ul Arab aur Bilad ul Arab Sham ka geographiya
9:06 Hazrat Dawood alaihis salam ki saltanat o mumlikat ka tazkara
9:52 Saltanaton ka nizaam kab kharab hota hai?
10:44 Bani Israel ki iltija aur Hazrat Taloot ki hukoomat
12:19 Hazrat Taloot ke lashkar ki Jalut se jung aur fatah
13:00 Hazrat Dawood alaihis salam ke zariye nai saltanat ka qiyam
13:58 Hikmat ke usool par nizaam ka qiyam aur Us ke asraat o nataij
17:10 Hikmat e Rabbani aur hikmat maadi ki Marifat aur dono ka farq
19:40 Hikmat e Rabbani ki Maarfat o asraat ke hawalay se Imam Shah Waliullah Dehlawi ؒ ka irshad
22:06 Hikmat e Rabbani ki bunyaad par saltnaton ke baani hukma-e-Rabbani aur Anbiya-e kiraam
32:59 المُلْکُ یَبْقٰی مَعَ الکُفْرِ، و لا یَبْقٰی مَعَ الظُّلْم hukmaye Rabbani ka qoul hai
33:55 Hikmat par istiqamat ke shaori nataij aur is ke masharti o samaji asraat
36:20 Hikmat e rabaniha ki bunyaad par idaron ka qiyam zaroori hai aur Us ke asraat o nataij
47:20 MIlat e Ibraahimi ke usoolon ki bunyaad par Rasool-Allah (SAW) ne aalmi nizaam qaim kya
49:54 Nizamon mein kharabion aur kamzoriyon par qaboo panay ki Rabbani hikmat
55:32 1947 mein Pakistani bureaucracy ki Shah kharchiyon ka hosh Rubaa Ahwaal
1:00:39 Mehangay dalaron ke daur mein mojooda hukoomat ki Shah kharchiyon ki aik misaal
1:01:22 Pakistan mein hikmat ke alrghm samraj ke hasb-e-khwahish hukmraanon ka intikhab


Presented by Rahimia Institute of Quranic Sciences, Lahore Pakistan
https://www.rahimia.org/
https://web.facebook.com/rahimiainstitute/

پلے لسٹس
خطباتِ
وقت اندراج
جنوری 30, 2023