خطبہ جمعہ | دین اسلام میں حکمت عملی فراست ایمانی اور | مفتی عبدالخالق آزاد رائے پوری

تفصیل

14 Rajab-ul-Murajjab 1445 Hijri / 26th January 2024



Islam Mein Hikmat-e-Amali, Frast-e-Imani, Aur ilm-e-Asrar o Masa'il Ki Haqeeqat Aur is ke Taqazay.



Khutba-e-Jumu'ah al-Mubarak:
Hazrat Maulana Shah Mufti Abdul Khaliq Azad Raipuri


Masnad Nasheen Khanqah Aaliya Rahimia Raipur
Director General of Rahimia Institute of Quranic Sciences Lahore.


Khutbe ki Rahnuma: Ayat-e-Qur'ani o Hadees-e-Nabwi (ﷺ)

"Ayat-e-Qur'ani"

1۔ إِنَّمَا يَخْشَى اللّٰهَ ‌مِنْ ‌عِبَادِهِ ‌الْعُلَمَاءُ۔ (35 – الفاطر: 28)
ترجمہ: ”بے شک اللہ سے اس کے بندوں میں سے عالِم ہی ڈرتے ہیں".

2۔ ‌أَلَا ‌إِنَّ ‌أَوْلِيَاءَ اللّٰهِ لَا خَوْفٌ عَلَيْهِمْ وَلَا هُمْ يَحْزَنُونَ۔ (10 – یونس: 62)
ترجمہ: ”خبردار ! بے شک جو اللّٰه کے دوست ہیں، نہ اُن پر ڈر ہے اور نہ وہ غمگین ہوں گے“۔


"Hadees-e-Nabwi (ﷺ)"

1۔ ”لِكُلّ آيةٍ مِنْھَا ظَهْرٌ و بَطْنٌ“. (الطّبراني في الكبير، حدیث: 10107)
ترجمہ: ”(قرآن حکیم کی) ہر آیت کا ایک ظاہر ہوتا ہے اور ایک باطن ہوتا ہے“

2۔ ”طَلَبُ الْعِلْمِ فَرِيضَةٌ عَلٰى كُلِّ مُسْلِمٍ“. (سنن ابن ماجة، حدیث: 224)
ترجمہ: ”علم حاصل کرنا ہر مسلمان پر فرض ہے“۔


... ... ... ... Khutbe ke chand markazi Nikat ... ... ... ...

0:00 - Aghaaz

1:31: "Islam ka sahi aur jamee haqeeqat samajhna har Musalman ka bunyadi farz hai."

3:10: "Hikmat-e-amali aur hikmat-e-nazri ki haqeeqat aur in ka bunyadi farq."

5:55: "Firasat-e-imani aur tabai ki haqeeqat, maahiyyat aur is ke aqli aur amli taqazay."

7:17: "Seerat-un-Nabi (ﷺ) se zahir Shariat ka ilm aur ilm-e-asrar-e-deen dono hasil hote hain."

12:09: "Akhlāq-e-arba'a ke tareeqon ki Nabavi rahnumai aur is ke taqazay."

20:55: "Ilm al-masalih wa al-mafasid aur ilm al-shara'i wa al-hudood ki haqeeqat, maqasid aur nateejay."

22:42: "Deen-e-Islam ke amli nizam aur is ki rooh mein qawmi aur bain ul aqwami taqazay ki raayat."

24:55: "Fiqh Hanafi mein rooh-e-Islam aur is ki haqeeqat wa maahiyyat ki raayat."

30:48: "Islam ki soorat o ma'ani ko qaim rakhne ke liye fuqaha aur muhaddiseen ki jamee koshishain."

33:47: "Deen-e-Islam ke ma'ani o soorat ke hawale se ifrat o tafreet ki sooraten."

37:42: "Mujaddidi Waliullahi Maktabah Fikr ki ahem khasoosiyat; ma'ani o soorat ka jamee tasawwur."

45:40: "Islam ke ma'ani o soorat ke tanazur mein Imam Shah Abdul Aziz Dehlvi ka siyasi shaoor aur fatwa Dar al-Harb."

50:41: "Bar 'azam mein Musalmanon ke nizam ki shikast ke baad Wali Allahi Jama'at ki hikmat-e-amali."

54:34: "Bar 'azam mein mazhabi libade mein isti'mari harbon par firasat-e-imani ki nazar."

59:43: "Hazrat Aqdas Shah Abdul Qadir Raipuri aur Maulana Ataullah Shah Bukhari ka nazariya afroz mukalma."

1:04:19: "Azadi, aman, insaf aur maashi khushhali ke tanazur mein riyasat ke nizam ke jaize ka usool."

1:07:51: "Asr-e-hazir ki tehreekon aur Jama'aton mein ifrat o tafreet ka shaoori tajziya."

1:10:50: "Islam ki zahir o batinani ma'naviyat ke hawale se Ulama-e-Haq ka kirdar."

Paish kardah Idara Rahimia 'Ulam-e-Qurania , Lahore. Pakistan"
https://www.rahimia.org/
https://web.facebook.com/rahimiainstitute/

پلے لسٹس
خطباتِ
وقت اندراج
جنوری 28, 2024