خطبہ جمعہ/ اجتماعی ترقی کے دینی اُصولوں کی روشنی.../ مفتی عبدالخالق آزاد رائے پوری

تفصیل

26 May 2023 / 5 Zil-Qa'dah 1444

Ijtimai Taraqqi ke Deeni Usoolon ki Roshni mein, Zawaal Pazeer Muashrati Rawayon ka Jaiza


Khutba-e-Jumu'ah al-Mubarak:
Hazrat Maulana Shah Mufti Abdul Khaliq Azad Raipuri

Masnad Nasheen Khanqah Aaliya Rahimia Raipur
Director General of Rahimia Institute of Quranic Sciences Lahore.


Khutbe ki Rahnuma: Ayat-e-Qur'ani o Hadees-e-Nabwi (ﷺ)

"Ayat-e-Qur'ani"
یٰۤاَیُّهَا الَّذِیْنَ اٰمَنُوا ادْخُلُوْا فِی السِّلْمِ كَآفَّةً١۪ وَّ لَا تَتَّبِعُوْا خُطُوٰتِ الشَّیْطٰنِ١ؕ اِنَّهٗ لَكُمْ عَدُوٌّ مُّبِیْنٌ۔ فَاِنْ زَلَلْتُمْ مِّنْۢ بَعْدِ مَا جَآءَتْكُمُ الْبَیِّنٰتُ فَاعْلَمُوْۤا اَنَّ اللّٰهَ عَزِیْزٌ حَكِیْمٌ۔ (2 – البقرۃ: 208-209)
ترجمہ: ”اے ایمان والو ! داخل ہوجاؤ اسلام میں پورے، اور مت چلو شیطان کے قدموں پر، بے شک وہ تمہارا صریح دشمن ہے۔ پھر اگر تم پھسلنے لگو بعد اس کے کہ پہنچ چکے تم کو صاف حکم، تو جان رکھو کہ بے شک اللہ زبردست ہے حکمت والا“۔


"Hadees-e-Nabwi (ﷺ)"

”ثَلَاثٌ مَنْ جَمَعَهُنَّ، فَقَدْ جَمَعَ الْإِيمَانَ: الْإِنْصَافُ مِنْ نَفْسِكَ، وَبَذْلُ السَّلَامِ لِلْعَالَمِ وَالْإِنْفَاقُ مِنَ الْإِقْتَارِ‏“۔ (صحیح بُخاری، حدیث: 28)
ترجمہ: ‏‏‏‏ ”جس نے تین چیزوں کو جمع کر لیا، اس نے سارا ایمان حاصل کر لیا: 1۔ اپنے نفس سے انصاف کرنا، 2۔ سلام کو عالم میں پھیلانا، 3۔ اور تنگ دستی کے باوجود اللہ کی راہ میں خرچ کرنا“۔


... ... ... ... Khutbe ke Chand Markazi Nikat ... ... ... ...

01:09 Deen-e-Islam ke afkar ko mukammal aur ijtima'i tor par samjhne aur qubool karne ki ahmiyat
04:21 Quranic istilah 'Kafah' ka ma'ani o mafhum aur amli taqazay
08:10 Deen-e-Islam mein Jumma ke din ki ahmiyat, fazail aur ahkam
12:46 Tareekh-e-Islam ke tanaazur mein ikhtilaf-e-raaye rakhne walon ke nazariati rawayon ka tajziya
23:32 Khandani umoor par Qur'ani rahnuma'i se qaumi masa'il ka hal
28:38 Siyasi jamatoo ke darmiyan ikhtilafat ko hal karne ke Quranic usool
32:02 Kisi bhi inteha pasand nizam ke liye Deen-e-Islam ke naam ka istemaal ki hosla-shikanii az bas zaroori hai
37:06 Muaashray ka aman aur khushhali samaji muahiday ka lazmi taqaza hai
41:39 Sosayti ki taraqqi ke char ijtima'i usool; azadi, 'adl, aman aur maashi khushhali
57:11 Nifaq ki alamat: amanat mein khayanat, jhoot bolna, muahiday shikani, wa'da khilafi aur ghalam-gulooch karna
1:04:35 Nawabadiyati daur aur maba'd nawabadiyati daur ke Pakistani nizam ki asal rooh nifaq ke mandarjah bala rawaiye hain
1:11:45 Azab yafta aqwam ki khuslaton ki bunyad par aaj hamare muaashray bhi azab mein giraftar hain


Paish kardah Idara Rahimia 'Ulam-e-Qurania , Lahore. Pakistan"
https://www.rahimia.org/
https://web.facebook.com/rahimiainstitute/

پلے لسٹس
خطباتِ
وقت اندراج
مئی 28, 2023