خطبہ جمعہ | سیاسی مذہب کے استعماری حربے کے تناظر میں | مفتی عبدالخالق آزاد رائے پوری

تفصیل

19 Shaban al-Muazzam 1445 Hijri / 01 March 2024

Siyaasi mazhab ke isti'maari harbay ke tanazur mein, Qadiyanion ki jhoothi nabuwwat ki haqeeqat aur deen mein ikraah ki nafi ka durust mafhoom.

Khutba-e-Jumu'ah al-Mubarak:
Hazrat Maulana Shah Mufti Abdul Khaliq Azad Raipuri

Masnad Nasheen Khanqah Aaliya Rahimia Raipur
Director General of Rahimia Institute of Quranic Sciences Lahore.

Khutbe ki Rahnuma: Ayat-e-Qur'ani o Hadees-e-Nabwi (ﷺ)

"Ayat-e-Qur'ani"

لَاۤ اِكْرَاهَ فِی الدِّیْنِ، قَدْ تَّبَیَّنَ الرُّشْدُ مِنَ الْغَیِّۚ فَمَنْ یَّكْفُرْ بِالطَّاغُوْتِ وَ یُؤْمِنْۢ بِاللّٰهِ فَقَدِ اسْتَمْسَكَ بِالْعُرْوَةِ الْوُثْقٰىۗ لَا انْفِصَامَ لَهَاؕ وَ اللّٰهُ سَمِیْعٌ عَلِیْمٌ۔ اَللّٰهُ وَلِیُّ الَّذِیْنَ اٰمَنُوْاۙ یُخْرِجُهُمْ مِّنَ الظُّلُمٰتِ اِلَى النُّوْرؕ وَ الَّذِیْنَ كَفَرُوْۤا اَوْلِیٰٓئُهُمُ الطَّاغُوْتُۙ یُخْرِجُوْنَهُمْ مِّنَ النُّوْرِ اِلَى الظُّلُمٰتِؕ اُولٰٓئِكَ اَصْحٰبُ النَّارِۚ هُمْ فِیْهَا خٰلِدُوْنَ۠۔ (2 – البقرۃ: 256-257)
ترجمہ: ”زبردستی نہیں دین کے معاملے میں، بے شک جُدا ہوچکی ہے ہدایت گمراہی سے، اب جو کوئی نہ مانے گمراہ کرنے والوں کو اور یقین لاوے اللہ پر تو اس نے پکڑ لیا حلقہ مضبوط، جو ٹوٹنے والا نہیں، اور اللہ سب کچھ سنتاجانتا ہے۔ اللہ مددگار ہے ایمان والوں کا، نکالتا ہے ان کو اندھیروں سے روشنی کی طرف، اور جو لوگ کافر ہوئے، ان کے رفیق شیطان، نکالتے ہیں ان کو روشنی سے اندھیروں کے طرف، یہی لوگ ہیں دوزخ میں رہنے والے، وہ اسی میں ہمیشہ رہیں گے“۔

"Hadees-e-Nabwi (ﷺ)"

‌”الْجِهَادُ ‌مَاضٍ ‌إِلَى ‌يَوْمِ ‌الْقِيَامَةِ“۔ (المعجم الاوسط للطبراني، حدیث: 4775)
ترجمہ: ”جہاد قیامت تک جاری رہے گا“۔

... ... ... ... Khutbe ke chand markazi Nikat ... ... ... ...

1:35 Deen-e-Islam ka nazam-e-fikr aur amli nazam intehai jame'a aur marboot hai.
4:00 Istimari nazam ka ek harba Musliman mulkon mein siyasi mazhab ki taroje hai.
8:36 Qadiyaniyat ke jhutay dawayi nabuwwat ke zariye istimari ghulami ka jawaz faraham kiya gaya.
12:50 Qadiyaniyat ki political nabuwwat ke zariye Tehreek-e-Azadi ko mansookh karwane ki nakam sa'ee.
16:46 Azadi ke khilaf ghulami ki taroje mein Ismaili firqe ke zariye nakam koshishen.
9:32 Mirza Qadiyani ko Angrezon ki taraf se Nabi muqarar karne ka tareekhi pas-e-manzar.
21:06 Azadi ke naqib Quran-e-Hakeem se Jihad mansookh karne ki Mirza Qadiyani ki jahilana koshish.
23:27 Islam mein har daur ke taghoot ke khilaf ba-haq-e-insaniyat jung hoti hai.
26:31 Quran Hakeem ki hifazat ke ilahi wa'ade ki tashreeh mein Imam Shah Waliullah Dehlvi ka irshad.
31:55 Qadiyani nabuwwat ke zariye Angrezon ne siyasi maqasid hasil kiye.
32:44 Qadiyanion ke hisab-khwahish Quran Hakeem ki isha'at, Quran aur deen mein tahreef hai.
35:02 Falsafah-e-Khatam-e-Nabuwwat ki tashreeh par Imam-e-Inqilab Maulana Obaidullah Sindhi ke irshadat.
37:25 Khatam-e-Nabuwwat par qasr-e-nabuwwat wali hadees ki bein-ul-aqwami nizaam ke hawale se baseerat afroz tashreeh.
41:26 Jhooti Qadiyani nabuwwat mein zilli, barozi ke dhokay aur sarmaya dari nizaam ke ahdaaf.
44:12 "La ikraha fi al-deen" ki ghalat tashreeh ke zariye batil siyasi nazam ko sahara ki koshish.
45:34 Justice Munir ki report mein Khatam-e-Nabuwwat aur Pakistan ke khilaf harzah sarai.
47:26 Misaaq-e-Madina mein ri'asat-e-Madina ki utharati aur siyasi haisiyat ka izhaar.
49:57 "La ikraha fi al-deen" wali ayat ka pas-e-manzar, shan-e-nuzool aur mukhtasir tafsiri khulasa.
59:16 Qadiyanion ka Pakistan mein Islami shanakht ko istemaal karna aine shikni hai.
1:00:56 Goradaspoor zila ke Pakistan mein shamil na kiye jaane mein Qadiyani sazish.
1:04:27 Aalmi samraji quwaton ki Pakistan mein Mazhabi mamlaat mein muddakhilat.
1:10:43 Deen mein jabr na hone ka durust mafhoom aur is ke amli taqazay.

Presented by Rahimia Institute of Quranic Sciences Lahore
https://www.rahimia.org/
https://web.facebook.com/rahimiainstitute/

پلے لسٹس
خطباتِ
وقت اندراج
مارچ 04, 2024