خطبہ جمعہ | اسلام کے نام پر سیاست اور سامراجی مفادات کا کھیل | مفتی عبدالخالق آزاد رائے پوری

تفصیل

12 Shaban al-Moazzam 1445 Hijri / 23 February 2024


Islam Ke Naam Par Siyasat Aur Samrajji Mafadat Ka Khel Aur Deen-e-Haq Ki Jamee Fikr Ki Roshni Mein

Khutba-e-Jumu'ah al-Mubarak:
Hazrat Maulana Shah Mufti Abdul Khaliq Azad Raipuri

Masnad Nasheen Khanqah Aaliya Rahimia Raipur
Director General of Rahimia Institute of Quranic Sciences Lahore.

Khutbe ki Rahnuma: Ayat-e-Qur'ani o Hadees-e-Nabwi (ﷺ)

"Ayat-e-Qur'ani"

یٰۤاَیُّهَا الَّذِیْنَ اٰمَنُوْا لِمَ تَقُوْلُوْنَ مَا لَا تَفْعَلُوْنَ، كَبُرَ مَقْتًا عِنْدَ اللّٰهِ اَنْ تَقُوْلُوْا مَا لَا تَفْعَلُوْنَ۔ (61 – الصّف: 2-3)
ترجمہ: ”اے ایمان والو ! کیوں کہتے ہو منہ سے جو نہیں کرتے۔ بڑی بیزاری کی بات ہے اللّٰه کے یہاں کہ کہو وہ چیز جو نہ کرو“۔

"Hadees-e-Nabwi (ﷺ)"

"مَن هؤلاءِ يا جبريلُ؟" قال: "خُطَباءُ أمتِكَ الذينَ يقولونَ ما لا يفعلونَ ويقرؤونَ كتابَ اللهِ ولا يعملونَ بِه".
(أخرجه أحمد (13421)، والبزار (7231)، وأبو يعلى (3992) باختلاف يسير)
ترجمہ: (رسول اللّٰه ﷺ نے ــ ایک طویل حدیث میں ــ جبرئیل علیہ السلام سے پوچھا): "اے جبرئیل! یہ کون لوگ ہیں؟" حضرت جبرئیلؑ نے فرمایا: "یہ آپ کی اُمّت کے خطیب ہیں، یہ وہ بات کہتے ہیں، جو خود نہیں کرتے۔ اور اللہ کی کتاب (قرآن) پڑھتے ہیں، لیکن اس پر عمل نہیں کرتے".


... ... ... ... Khutbe ke chand markazi Nikat ... ... ... ...

0:00 Aghaz

1:22 Anbiya alaihim al-salam ka bunyadi hadaf aur insani taraqqi ke teen zaroori lawazimat

9:36 Ibadat ke tareeqay kyun matloob hain? Unki illat aur hikmat, taqazay aur nataij

16:04 Rahmani khayal, malaki khayal aur shaitani khayalat ka farq aur asarat o nataij

22:17 Imam Shah Waliullah Dehlavi ka irshad ki roshni mein insano ki do aqsaam

24:49 Deen ke jamee tasawur ka tareekhi tasalsul aur Hazrat Mujaddid aur Imam Shah Waliullah ka kirdar

28:51 Deen ke bunyadi shobon ke naqis tasawur aur inkar ke manfi asarat o nataij

30:03 Khutbe ki markazi ayat ka pas-e-manzar o shan-e-nuzool aur mukhtasar tafsiri khulasa

37:44 Hadith mein charbi zaban khutbaan wa'aziyon aur lideron ke anjaam ki nishandahi

44:42 Deen ke jamee tasawur aur shobon se inhiraf ki surat mein idaroon ka takrao paida hota hai

47:06 Adil hakiman aur sufiyya karam ka ilmi o fiqhi maqam aur amli o siyasi karnamay

51:40 Samraji siyasi nizam ke asarat-e-bad aur awam par uske asarat o nataij

56:52 Seerat-un-Nabi ki roshni mein siyasat ki bunyadi tareef, maqasid, maslahatain aur ahadaf o nataij

1:03:36 Nizam-e-zulm mein siyasi o mazhabi partiyon ki hesiyat aur unka haqiqat pasandana tajziyah

1:06:43 Maujooda elections mein jamhooriyat aur qanoon ke naam par makhsoos quwatun ka khail

1:22:21 Guzashta teen sau saal se samraji mafadat ke liye Islam ke naam ka istemaal

1:24:39 Tabqati siyasi nizam mein qanoon ka makhsoos mafadat ke liye shatirana istemaal

1:29:37 Islam ke siyasi ghulabay aur nizam mein ma'aruzi halat ke taqazou ki raayat aur tareekhi haqaiq


Presented by Rahimia Institute of Quranic Sciences Lahore
https://www.rahimia.org/
https://web.facebook.com/rahimiainstitute/

پلے لسٹس
خطباتِ
وقت اندراج
فروری 25, 2024