خطبہ جمعہ | استحصالی نظام میں انتخابات کی حیثیت | مفتی عبدالخالق آزاد رائے پوری

تفصیل

21 Rajab-ul-Murajjab 1445 Hijri / 02th February 2024

Istehsaali Nizam Mein Intikhabaat Ki Hasiyat:
Shawoori Raye Dahi Ke Ijtimaai Deeni Nizam Ki Roshni Mein:


Khutba-e-Jumu'ah al-Mubarak:
Hazrat Maulana Shah Mufti Abdul Khaliq Azad Raipuri
Masnad Nasheen Khanqah Aaliya Rahimia Raipur
Director General of Rahimia Institute of Quranic Sciences Lahore.


Khutbe ki Rahnuma: Ayat-e-Qur'ani o Hadees-e-Nabwi (ﷺ)

"Ayat-e-Qur'ani"

یٰۤاَیُّهَا الَّذِیْنَ اٰمَنُوا اتَّقُوا اللّٰهَ وَ لْتَنْظُرْ نَفْسٌ مَّا قَدَّمَتْ لِغَدٍۚ وَ اتَّقُوا اللّٰهَؕ اِنَّ اللّٰهَ خَبِیْرٌۢ بِمَا تَعْمَلُوْنَ۔ (59 – الحشر: 18)
ترجمہ: ”اے ایمان والو ! ڈرتے رہو اللہ سے، اور چاہیے کہ دیکھ لے ہر ایک جی (انسان) کیا بھیجتا ہے کل کے واسطے، اور ڈرتے رہو اللہ سے، بے شک اللہ کو خبر ہے جو تم کرتے ہو“۔


"Hadees-e-Nabwi (ﷺ)"
”مَنْ كَثَّرَ سَوَادَ قَوْمٍ فَهُوَ مِنْهُمْ، ومَنْ رَضِيَ عَمْلَ قَوْمٍ؛ كان شريكَ مَنْ عَمِلَ بِهٖ“۔
(شرح البخاری للقسطلانی، ج: 1، ص: 185)
ترجمہ: ”جو کسی قوم کی تعداد و کثرت کو بڑھائے، وہ انہی میں سے ہے، اور جو کسی قوم کے عمل کو قبول کرکے رضا مند ہوا، وہ گویا اس کے عمل میں شریک ہے"


... ... ... ... Khutbe ke chand markazi Nikat ... ... ... ...


Aghaz 0:00
1:21 Deen-e-Islam Ki Taleemat Ki Jamaiyat aur Wusat aur Asri Taqazay
2:43 Ambiya Alaihim Assalam Ki Jaddojahad aur Kar-dar Ki Hamahgiiriat aur Amli Nataij
6:01 Maeeshat Mein Zulm aur Istehsaal Ke Nuqsaanat aur Daulat Ki Munafiqana Taqseem Ke Fawaid
8:02 Maskh Shuda Yahoodiyat Ka Asal Chehra aur Insaniyat Dushman Bhayanak Kar-dar
11:44 Hukumat aur Riyasat Ka Haqiqi Kar-dar aur Munafiqana Tarz-e-Hukumat Ki Zarurat aur Ahmiyat
15:24 Ilm aur Fikr aur Taqwa Ka Haqiqi Tasawwur, Is Ke Asarat aur Amli Taqazay
18:57 Aaj Ke Yahood aur Bani Israeel Ka Madinah Se Yahudiyon Ke Akhraj Ke Waqiat Par Qiyas Ma'al-Farq
21:36 Ijtemai Satah Par Siyasi aur Maashi Mansooba Bandi Ki Zarurat aur Ahmiyat
29:19 Muslaman Qiyadat aur Munafiqeen aur Yahood Ke Laidron Ke Ruyon Ka Farq
34:46 Khutbe Ki Markazi Ayat Mein Siyasi Nizam Ki Tashkeel Ka Bunyadi Usool Bayan Hua Hai
36:59 Mustaqbil Ki Hukumat aur Iqtidar Par Ghaur o Fikr Karna Koi Ghair Shariah Amr Nahi
40:04 Mustaqbil Ki Hukumat Ke Hawale Se Apni Ray Ka Izhaar Karna Durust Amr Hai
44:04 Hazrat Umar Farooqؓ Ka Ahem Khitaab aur Hukmaranon Ke Intikhab Ke Hawale Se Rahnumai
48:03 Mushawarat Ke Baghair Kisi Shakhs Ko Hukmran Banana Ghair Shariah Aur Ghair Jamhoori Hai
59:46 Khulafa-e-Rashideenؓ Ke Intikhab Mein Jamhooriyat Aur Bamaani Mushawarat Ka Lihaz Raha
1:01:36 Sawad aur Sawad-e-Azam Ka Lughawi Aur Istilahi Maani Wa Mafhoom Aur Is Ka Urfi Istaamal
1:03:54 Aamirana Mizaj Aur Ghair Jamhoori Ruyon Ki Hamil Siyasi Jamaaton Ke Jalsay Mein Shirkat Ki Hesiyat
1:07:35 Pakistan Ki Siyasi Jamaaton Ke Daur-e-Iqtidar Ka Be Laag Tajziya
1:12:30 Vote Dene Se Pehle Ghaur o Fikr Aur Samajhne Sochne Ki Zarurat o Ahmiyat
1:14:11 Haqiqi Jamhooriyat Ke Munkireen Aur Maghribi Jamhooriyat Ke Daion Ka Ilmiya
1:17:18 Mushawarat Aur Jamhooriyat Ke Baghair Tareekh-e-Islam Mein Hukumat Ka Koi Tasawwur Nahi
1:19:11 Jamhooriyat Ka Bunyadi Tasawwur Azadana Raye Aur Bamaani Mushawarat Se Juda Hua Hai
1:21:26 Istehsaali Nizam Zulm Mein Ghulam Qaumon Ke Elections Ki Hasiyat Aur Haqeeqat

Paish kardah Idara Rahimia 'Ulam-e-Qurania , Lahore. Pakistan"
https://www.rahimia.org/
https://web.facebook.com/rahimiainstitute/

پلے لسٹس
خطباتِ
وقت اندراج
فروری 04, 2024