خطبہ جمعہ/ عبادات کی اجتماعی حکمت اور قیامِ عدل کی نبوی سیاست / مفتی عبدالخالق آزاد رائے پوری

تفصیل

7 July 2023 / 18 Zulhijjah 1444

Ibadat ki ijtima'i hikmat aur qiyam-e-'adl ki Nabvi siyasat...

Khutba-e-Jumu'ah al-Mubarak:
Hazrat Maulana Shah Mufti Abdul Khaliq Azad Raipuri

Masnad Nasheen Khanqah Aaliya Rahimia Raipur
Director General of Rahimia Institute of Quranic Sciences Lahore.

Khutbe ki Rahnuma: Ayat-e-Qur'ani o Hadees-e-Nabwi (ﷺ)

"Ayat-e-Qur'ani"

1۔ وَ نُنَزِّلُ مِنَ الْقُرْاٰنِ مَا هُوَ شِفَآءٌ وَّ رَحْمَةٌ لِّلْمُؤْمِنِیْنَ۔ (17- الاسراء: 82)
Tarjuma: "Aur hum utarte hain Quran mein se jis se rog dafa ho aur rahmat iman walon ke wastey."

3۔ وَ اصْبِرْ نَفْسَكَ مَعَ الَّذِیْنَ یَدْعُوْنَ رَبَّهُمْ بِالْغَدٰوةِ وَ الْعَشِیِّ یُرِیْدُوْنَ وَجْهَهٗ وَ لَا تَعْدُ عَیْنٰكَ عَنْهُمْۚ تُرِیْدُ زِیْنَةَ الْحَیٰوةِ الدُّنْیَاۚ وَ لَا تُطِعْ مَنْ اَغْفَلْنَا قَلْبَهٗ عَنْ ذِكْرِنَا وَ اتَّبَعَ هَوٰىهُ وَ كَانَ اَمْرُهٗ فُرُطًا۔ (18 – الکہف: 28)
Tarjuma: "Aur rokey rakhe apne aap ko un ke saath, jo pukarte hain apne Rab ko subah aur sham, talab hain us ke munh ke, aur na doden teri aankhein unko chhod kar talash mein roshanq zindagani dunya ki, aur na kaha maan us ka jis ka dil ghafil kya humne apni yaad se, aur piche pada hua hai apni khushi ke, aur us ka kaam hai had par nah rehna."

... ... ... ... Khutbe ke chand markazi nikat ... ... ... ...

0:00: Aaghaz Khutba

1:43: Namaz ba jamaat se ijtima'iat, discipline aur nazm o zabt qaim hota hai

5:30: Namaz-e-Jumu'ah al-Mubarak ki imamat hukmaran-e-waqt ke zimme hai ke woh parhay

6:20: Namaz-e-Jumu'ah al-Mubarak mein Khalifa-e-Waqt Hazrat Umar Farooqؓ se sawal

7:37: Hajj aur Jumu'ah ka ijtima', Islam ki shaan o shaukat ko zahir karta hai

8:56: Aap ﷺ ki ba'asat ka maqsad Deen-e-Islam ke nizam ka ghalba hai

15:45: Islam ke nizam mein bilaamtaaz rang o nasl o jaghrafia 'adl maqsud-e-asli hai

21:23: Quran Hakeem mein Hazrat Dawoodؑ ko 'adl qaim karne ka hukm

25:13: Khutba Jumu'ah al-Mubarak mein Ayat-e-'Adl shamil karne ki hikmat

26:52: Ambiyaؑ aur 'Ulama-e-Rabbaniyyin ki siyasat ka markaz 'adl ka qiyam

29:29: Aaj musalmanon ki kamzori unke nizam-e-'adl ka qaim na hona hai

30:04: Dunya mein maujood kisi hukumat ke dastoor ki tauheen ghinauna jurm hai toh Quran Hakeem ki tauheen kis tarah izhar-e-raye ki azadi hai?


Paish kardah Idara Rahimia 'Ulam-e-Qurania , Lahore. Pakistan"
https://www.rahimia.org/
https://web.facebook.com/rahimiainstitute/

پلے لسٹس
خطباتِ
وقت اندراج
جولائی 09, 2023